You listen to bollywood songs but don't love Armaan Malik? Impossible! Here are a list of six all-time favourite songs by the heart-throb that Armaan Malik is!
1.Main Rahoon Ya Na Rahoon
This beautiful song was released by T-Series on Youtube accompanied by a music video featuring Emraan Hashmi and Esha Gupta. It was released in 2015.
LYRICS:
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahin baaki rehna
Mujhe neend aaye jo aakhiri
Tum khwabon mein aate rehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhme kahin baaki rehna
Kisi roz baarish jo aaye
Samajh lena boondon mein main hoon
Subah dhoop tumko sataaye
Samajh lena kirno mein main hoon
Kisi roz baarish jo aaye
Samajh lena boondon mein main hoon
Subah dhoop tumko sataaye
Samajh lena kirno mein main hoon
Kuch kahun ya na kahun
Tum mujhko sada sunte rehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Hazaar baar socha, keh doon
ki friend nahi meri girlfriend hai tu
Par sapne toot jaane ka darr
Kabhi dil se gaya hi nahi
Hawaaon mein lipta hua main
Guzar jaaunga tumko chhu ke
Agar mann ho to rok lena
Thehar jaaunga in labon pe
Hawaaon mein lipta hua main
Guzar jaaunga tumko chhu ke
Agar mann ho to rok lena
Thehar jaaunga in labon pe
Main dikhu ya na dikhu
Tum mujhko mehsoos karna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Hmm...
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Main rahun ya na rahun
Tum mujh mein kahin baaki rehna
Listen to the song here:
This another ever-favourite song is from the movie Hate Story 3 which was again released in 2015.
LYRICS:
Kaise Kahun Ishq Mein Tere
Kitna Hun Betaab Main
Aankhon Se Aankhe Mila Ke
Chura Lun Tere Khwaab Main
Kaise Kahun Ishq Mein Tere
Kitna Hun Betaab Main
Aankhon Se Aankhe Mila Ke
Chura Lun Tere Khwaab Main
Mere Saaye Hain Saath Mein
Yaara Jis Jagah Tum Ho
Main Jo Jee Raha Hun
Wajah Tum Ho..
Wajah Tum Ho..
Main Jo Jee Raha Hun
Wajah Tum Ho..
Wajah Tum Ho.. O...
Hai Ye Nasha, Ya Hai Zehar
Iss Pyar Ko Hum Kya Naam Dein
Iss Pyar Ko Hum Kya Naam Dein
Hai Ye Nasha, Ya Hai Zehar
Iss Pyar Ko Hum Kya Naam Dein
Kab Se Adhuri Hai Ik Daastaan
Aaja Usey Aaj Anjaam Dein
Tumhe Bhulun Kaise Main
Meri Pehli Khata Tum Ho
Main Jo Jee Raha Hun
Wajah Tum Ho..
Wajah Tum Ho..
Main Jo Jee Raha Hun
Wajah Tum Ho..
Wajah Tum Ho..
Kya Jaane Tu Mere Iraade
Le Jaunga Saansein Chura Ke
Saansein Chura Ke
Kya Jaane Tu Mere Iraade
Le Jaunga Saansein Chura Ke
Dil Keh Raha Hai Gunehgaar Ban Ja
Bada Chain Hai Inn Gunaahon Se Aage
Main Gumshuda Si Raat Hun
Meri Khushnuma Subah Tum Ho
Main Jo Jee Raha Hun
Wajah Tum Ho..
Wajah Tum Ho..
Main Jo Jee Raha Hun
Wajah Tum Ho..
Wajah Tum Ho..
Wajah Tum Ho..
Wajah Tum Ho..
Wajah Tum Ho..
Wajah Tum Ho.
Listen to the song here:
3.Kuch Toh Hai
This lovely song from Do Lafzo Ki Kahani was released in 2016 and was an instant hit.
LYRICS:
Aahatein kaisi yeh aahatein
Sunta hoon aaj kal, aye dil bataa
Dastake dete hai dastake
Kyun ajnabi se pal, aye dil bataa
Kuch toh hai jo neend aaye kam
Kuch toh hai jo aankhein hai num
Kuch toh hai jo tu kehde toh
Haste haste mar jaaye hum
Mujhse zyada mere jaisa
Koi hai toh hai tu
Phir na jaane dil mera kyun
Tujhko na de saku
Kuch toh hai jo dil ghabraye
Kuch toh hai jo saans na aaye
Kuch toh hai jo hum hotho se
Kehte kehte keh na paaye
Jo hamare darmiyaan hai
Isko hum kya kahe,
Ishq kya hai ik lehar hai
Aao ismein bahe
Kuch toh hai jo hum hai khoye
Kuch toh hai jo tum na soye
Kuch toh hai jo hum dono yu
Haste haste itna roye
Listen to the song here:
This is one beautiful number is from the movie M S Dhoni: The Untold Story which was released in 2016.
LYRICS:
Jab tak teri aanch mein
Boond boond main jal na lun
Jab tak tere saath mein
Chand tak main chal na lun
Haan mere paas tum raho
Jaane ki baat na karo
Mere sath tum raho
Jaane ki baat na karo
Oh oh oh.
Jab tak teri aanch mein
Boond boond main jal na lun
Jab tak tere saath mein
Chand tak main chal na lun
Haan mere paas tum raho
Jaane ki baat na karo
Mere sath tum raho
Jaane ki baat na karo
Tujhpe saje khoobsurat lage
Aisa kya dun tujhe
Aisa kya dun tujhe
Hmm haatho ki yeh lakeere sabhi
Pehna dun tujhe
Pehna dun tujhe
Jab tak meri aankhein
Tera chehra pee na le
Jab tak teri dhun mein
Hum mar na le, jee na le
Haan mere paas tum raho
Jaane ki baat na karo
Mere sath tum raho
Jaane ki baat na karo
Listen to the song here:
This another amazing song is from the movie Junooniyat which was released in 2017.
LYRICS:
Mujhko barsaat bana lo,
Ek lambi raat bana lo,
Apne jazbaat bana lo jaana.
Mujhko alfaaz bana lo,
Dil ki aawaaz bana lo,
Gehra sa raaz bana lo jaana.
Nasha hoon main behakne do,
Mere qaatil mujhe jeene ka haq toh do.
Mujhko barsaat bana lo,
Ek lambi raat bana lo,
Apne jazbaat bana lo jaana…
Mujhe apne sirhaane pe,
Thodi si jagah de do.
Mujhe neend na aane ki,
Koi toh wajah de do. (x2)
Hawa hoon main lipatne do,
Mere kaatil, mujhe jeene ka haq toh do.
Mujhko barsat banalo,
Ek lambi raat bana lo,
Apne jazbaat bana lo jaana…
Tere sang guzar jaaye,
Yeh umar jo baaki hai.
Hans do na zara khul ke,
Kaahe ki udaasi hai. (x2)
Subah hoon main aane do.
Mere kaatil, mujhe jeene ka haq toh do.
Mujhko barsaat bana lo.
Ek lambi raat bana lo.
Apne jazbaat bana lo jaana. (x2)
Listen to the song here:
This soulful song is from the movie October which was released in 2018.
LYRICS:
Saal badla, Haal badla
Tere aane se
Zindagi ka khayal badla
Tere aane se
Zara zara sa…
Dooba dooba rehta hoon
Zara zara sa…
Dooba dooba tujh mein
Theher ja, hmm…
Tu kisi bahaane se
Theher ja, hmm…
Tu kisi bahaane se
Wou o wo…
Khwab kuch hai
Dil mein mere, manmaane se
Kaash aisa ho, aaye tu
Mere bulaane se
Zara zara sa…
Dooba dooba rehta hoon
Zara zara sa…
Dooba dooba tujh mein
Thehar jaa, hmm…
Tu kisi bahaane se
Thehar jaa, hmm…
Tu kisi bahaane se
Listen to the song here: