Kuch Toh Hai Chords - Do Lafzon Ki Kahani - Armaan Malik

profile
Nitesh Guitar Chord's
May 08, 2020   •  3779 views

(Em) Aahatein kaisi ye (D) aahatein
Sunta hoon (Am) aaj kal, aye dil (D) bata
(Em) Dastakein deti hai (D) dastakein
Kyun (Am) ajnabi se pal, aye dil (D) bata

(Em) Kuch to hai jo (Am) neend aaye kam
(D) Kuch to hai jo (G) aankhe hain nam
(C) Kuch to hai jo (Am) tu keh de to
(D) Hanste hanste (G) mar jaayein hum

(Em) (Am) (D) (G)
(C) (Am) (D) (G)

(Em) Mujhse zyada (C) mere jaisa
(Am) Koi hai to hai (D) tu
(Em) Phir na jaane (C) dil mera kyun
(Am) Tujhko na de (D) sakoon

(Em) Kuch to hai jo (Am) dil ghabraaye
(D) Kuch to hai jo (G) saans na aaye
(C) Kuch to hai jo (Am) hum honthon se
(D) Kehte kehte (G) keh na paayein

(Em) (Am) (D) (G)
(C) (Am) (D) (G)

(Em) Jo humare (C) darmiyaan hain
(Am) Is ko hum kya (D) kahein
(Em) Ishq kya hai (C) ik lehar hai
(Am) Aao isme (D) bahein

(Em) Kuch to hai jo (Am) hum hain khoye
(D) Kuch to hai jo (G) tum na soye
(C) Kuch to hai jo (Am) hum dono yun
(D) Hanste hanste (G) itna roye

1



  1