Presenting the lyrics of most viral song of the year. You must be already having the idea the internet sensation Ranu Mondal. Himesh Reshammiya has just signed her for the song for his latest movie "Happy Hardy and Heer".
Rajmahal ki rakhwaali karte karte
chowkidar ko lagne lagta hai Tajmahal uski property hai
Magar Papers to Shahjaha Ke naam par hi hote hai na
Aaaa...
Teri Meri Teri-Meri
Teri Meri Kahaani
Kabhi Udti Mehak
Kabhi Geeli Fizza
Kabhi Pak Duya
Kabhi Dhoonp Kadak
Kabhi Chhaaon Naram
Kabhi Sarad Hawwa
Teri Meri Teri-Meri
Teri Meri Kahaani
Tum Se He Hai Dil Ki Lagi
Tum Se He Hai Diwaanagi
Tum Se He Hai Mera Jaha
Tum Se He Hai Ye Zindagi
Jaane Yeh Tu Jane Yeh Dil
Or Jaane Khuda
Jeena Mera Mushkil Hai
Hokey Tumse Judaa
Mere Dil Pey Hai Tere Nishaa
Tere Bina Hai Adhura Jahan
Hai Yahaan Koi Tumsa Kaha
Kbhi Udti Mehek
Kbhi Geeli Fiza
Kbhi Paak Duya
Kbhi Dhoop Kadak
Kbhi Chhaon Naram
Kbhi Sard Hawa
Teri He Meri Teri Meri
Teri Meri Kahani
Teri he meri he, teri meri.. Teri meri kahani
Teri he meri he, teri meri.. Teri meri kahani
Doorie na ho paayi is janam mein
Hum tum milenge us janam mein
Doorie na ho paayi is janam mein hayee...
Hum tum milenge us janam mein
Kisi aur ki mehak maine li he nahi
Kabhi tujhse alag mein raha he nahi
Fir kaise juda mein tujhse rahu
Ye dard sanam hayee kaise sahu
Teri he meri he, teri meri.. Teri meri kahaani
Teri he meri he, teri meri.. Teri meri kahaani
Tere he naam se dil mera dhadke
Tere he kahayalon mein subha shaam tadpe
Tu na milegi mujhko pata hai
Dil hai ke phir bhi maanta nahi hai
Ho.. Tere he naam se dil mera dhadke
Tere he khayalon mein subho shaam tadpe
Tu na milegi mujhko pata hai
Dil hai ke phir bhi maanta nahi hai
Dil hai ke phir bhi maanta nahi hai
Kisi aur ki mehak maine li he nahi
Kabhi tujhse alag mein raha he nahi
Fir kaise judaa, mein tujhse rahoon
Ye dard sanam hayee kaise sahu
Teri he meri he, teri meri.. Teri meri kahani
Teri he meri he, teri meri.. Teri meri kahani
Full Song:
https://www.youtube.com/watch?v=1UqBG7IjHYQ
You may read her full story here: The Lata of Ranaghat, Ranu Mondal