Capo - 6th Fret
Ye (Am) dilTanha kyun (F) rahe
Kyun (Am) humTukdon mein (F) jiyein
Ye (Am) dil tanha kyun (F) rahe
Kyun (Am) hum tukdon mein (F) jiyein
Kyun (Dm) rooh (C) meri ye (E) sahe
Main (Am) adhoora jee (F) raha hoon
(Am) Hardum ye keh (F) raha hoon
Mujhe (G) teri zaroorat (F) hai
Mujhe (G) teri zaroorat (Am) hai
Mujhe (G) teri zaroorat (Am) hai
Ye (Am) dilTanha kyun (F) rahe
Kyun (Am) humTukdon mein (F) jiyein
Ye (Am) dil tanha kyun (F) rahe
Kyun (Am) hum tukdon mein (F) jiyein
Kyun (Dm) rooh (C) meri ye (E) sahe
Main (Am) adhoora jee (F) raha hoon
(Am) Hardum ye keh (F) raha hoon
Mujhe (G) teri zaroorat (F) hai
Mujhe (G) teri zaroorat (Am) hai
(Am) (G) (F) (C)
(Am) (G) (F) (C)
(Am) Andheron se tha mera (Dm) rishta bada
(G) Tune hi ujaalon se (C) vaaqif kiya
Ab (Am) lauta main hoon in (Dm) andheron mein phir
Toh (G) paaya hai khud ko (C) begaana yahaan
(Dm) Tanhaayi bhi mujhse (C) khafaa ho gayi
(E) Banjaron ne bhi thukra (Am) diya
Main (Am) adhoora jee (F) raha hoon
(Am) Khud par hi ik (F) sazaa hoon
Mujhe (G) teri zaroorat (F) hai
Mujhe (G) teri zaroorat (Am) hai
(Am) Tere jism ki woh khushbooein
Ab bhi in saanson mein (F) zinda hai
(Dm) Mujhe ho rahi inse ghutan
Mere gale ka ye (F) phanda (Am) hai
(Am) Tere choodiyon ki woh khanak
Yaadon ke kamre mein (F) goonje hai
(Dm) Sunkar ise aata hai yaad
Haathon mein mere (F) zanjeerein (Am) hai
(Dm) Tuhi aake inko (C) nikaal (Em) zara
Kar (E) mujhe (C) yahaan se (E) riha
Main (Am) adhoora jee (F) raha hoon
Ye (Am) sadaayein de (F) rahaa hoon
Mujhe (G) teri zaroorat (F) hai
Mujhe (G) teri zaroorat (Am) hai
Mujhe (G) teri zaroorat (Am) hai