Baatein Ye Kabhi Na Chords - Khamoshiyan - Arijit Singh

profile
Gaurav Bhatt
Mar 12, 2018   •  228061 views

Capo - 4th Fret

(Am) Baatein ye kabhi na (Dm) tu bhoolna
(G) Koi tere khatir (F) hai jee raha
(Am) Jaaye tu kahin bhi (Dm) ye sochna
(G) Koi tere khatir (F) hai jee raha

(E) Tu jahaan jaaye (F) mehfooz ho
(E) Tu jahaan jaaye (F) mehfooz ho
(G) Dil mera maange (F) bas ye (E) duaa

(Am) Baatein ye kabhi na (Dm) tu bhoolna
(G) Koi tere khatir (F) hai jee raha
(Am) Jaaye tu kahin bhi (Dm) ye sochna
(G) Koi tere khatir (F) hai jee raha

(G) Humdard hai (Em) humdum bhi hai
(F) Tu saath hai to (G) zinda(C)gi
(G) Tu jo kabhi (Em) door rahe
(F) Ye humse ho jaaye (G) ajna(C)bee

(E) Tujhse mohabbat (F) karte hain jo
(E) Tujhse mohabbat (F) karte hain jo
(G) Kaise kare hum (F) usko (E) bayaan

(Am) Baatein ye kabhi na (Dm) tu bhoolna
(G) Koi tere khatir (F) hai jee raha
(Am) Jaaye tu kahin bhi (Dm) ye sochna
(G) Koi tere khatir (F) hai jee raha

(G) Jaagi bhi hai (Em) royi bhi hai
(F) Aankhein ye raaton (G) mein (C) meri
(G) Kyun har ghadi (Em) milke tujhe
(F) Lagti rahe bas (G) teri (C) kami

(E) Hum to na samjhe (F) tum hi kaho
(E) Hum to na samjhe (F) tum hi kaho
(G) Kyun tumko paake (F) tumse (E) juda

(Am) Baatein ye kabhi na (Dm) tu bhoolna
(G) Koi tere khatir (F) hai jee raha
(Am) Jaaye tu kahin bhi (Dm) ye sochna
(G) Koi tere khatir (F) hai jee raha

32



  32

Profile of Mohammad Belal
Mohammad Belal  •  1y  •  Reply
Strumming pattern?
Profile of Rohan Singh
Rohan Singh  •  1y  •  Reply
DD UU UDUD
Profile of Ultimate Ritik
Ultimate Ritik  •  3y  •  Reply
Arijit