C F
Kaun disa mein leke chala re batohiya
C F
Kaun disa mein leke chala re batohiya
Am Em
Ae thahar thahar ye suhaani si dagar
F G
Jara dekhan de dekhan de
C F
Mann bharmaye naina bhandhe ye dagariya
C F
Mann bharmaye naina bhandhe ye dagariya
Am Em
Kahi gaye jo thahar din jaayega guzar
F G
Gaadi haakan de, haakan de
C Dm
Kaun disa mein leke chala re batohiya
C
Kaun disa mein
C F
Pehli baar hum nikale hai ghar se
Gm A#m C
Kisi anjaane ke sang ho
C F
Anjaane se pehchaan badhegi toh
Gm Dm C
Mehak uthega tora ang ho
Gm A# F C
Mehak se tu kahin behak na jaana
Gm A# F C
Mehak se tu kahin behak na jaana
Am Dm F
Na karna mohe tang ho
C F
Tang karne ka tose naata hai guzariya
C F
Tang karne ka tose naata hai guzariya
Am Em
Ae thahar thahar ye suhaani si dagar
F G
Jara dekhan de dekhan de