[F]Aate hain[Dm] [F]chale jate ha[Fm]in
[F]Jane wale kabhi kabhi
[A]Yaha apane[G]pyar se
[C]Logo ke dilo mein
Yaad[F]gaar ban jaate hain
[F]Rona naa udaas hona naa
Yeh aansu [Gm]khona naa
Yaha na[F]daman[Dm]Bhigona[F]kabhi
[F]Pana hai kabhi kuch[Am]Pana hai
Kabhi kuchh [Gm]khona hai
Yahn jo [F]hona hai [Dm]hoga [F]wohi
[F]Yahi jindagi hai Yaha
[A]jiye wohi [G]log jo
[C]Saare gham bhulaake
Ansu[F]o mein muskurate hain[Bb] [C] [F]
[F]Aate hain[Dm] [F]chale jate ha[Fm]in
[F]Aate hain
REST SAME
Chalna hain hame toh chalna hain
Akele chalna hain
Koyi bhi ho yaa naa ho humsfar
Raaho mein chale yaa ham ruke
Ruke yaa ham chale
Kahi bhi rukata nahi yeh safar
Aana jaana lage rahe,
Jivan ki raaho mein
Raahe wohi rehate hain,
Raahi badal jaate hain
Aate hain chale jaate hain aate hain
Raato ke andhere raato ke
Ghanere chhaye mein
Chhupa toh hoga sawera kahi
Ayega savra ayega ujale layega,
Andera hoga hamesha nahi
Maane yaha har naa jo
Kabhi kisi hal mein
Wohi yaha phool kabhi
Kaanto mein khilate hain