Waqt Ki Baatein Chords - Dream Note

profile
Dhruvi Pithwa
Jun 24, 2024   •  1443 views

Singer - Dream Note



Maana (C) dil dara dara hai

Toota ye (Em) zara zara hai

Dil (F) ke iss bhavandar (G) ko

Theher (C) jaane (Em) do

Honth ye (C) zara sile hai

Khamoshi (Em) ke silsile hai

Raat (Dm) thodi (G) gehri hai

Seher (C) aane (Em) do



Toh kya (Am) hua jo toota

Aaj (F) sapna ye (G) tera

Toh (Am) kya hua jo (F) aaj kol (G) apna na mila

Kabhi (F) toh poora hoga ye (Dm) chahaton ka ghar

Kabhi (F) toh mil hi jaayega (Dm) tujhko (G) humsafar

Tujhme na (C) kami koi hai

Bas tera (Em) ye din bura hai

Waqt (F) ki baatein (G) hai

Ise (C) guzar jaane (Em) do



Toh kya (Am) hua jo badla wo

Jo (F) kehta tha (G) yehi

Badal bhi (Am) jaaye duniya

Main (F) rahunga (G) bas wahi

Magar jahan (F) zaroorat thi

Woh raha (Dm) nahi

Saath ka (F) toh chorro

Khayal (Dm) tak (G) nahi

Jaane do jo (C) jaa chuka hai

Kaun kab (Em) kahan ruka hai

Baatein ye (F) fizul hai

Inhe (G) bhool jaane (C) do



Andhero (F) me hi rehne

Ke faisle (Em) kiye

Toh (F) roshni me aake.

Mann (Em) kahan lage

Hai (Am) itni baar toota yakeen (Em) apno se

Toh (Dm) aitbaar kispe

Nazar (Em) ye phir kare

Tu (F) muskurana chahe

Toh (Em) dame lagta hai

Kahin (Dm) nazar teri

Khushi (Em) ko na lage

Kisi pe (Am) aana chahe

Toh (Em) kaise aaye dil

Ye phir (Dm) se tootne ke

Khayal (Em) se daree

(G) Daree (D)

(C) Daree

0



  0