(A) Tumse hi milkar toh
(G) Dil dhadakta (A) hai
(A) Tum saanson jaise ho
(G) Aisa lagta (D) hai
(F#m) Pehli dafa jo (E) hone laga hai
(Bm) Pehle hua naa (A) kabhi
(F#m) Mehsoos dil ne (D) jo bhi kiya hai
(Bm) Lafzon mein (F#m) keh doon (E) abhi
(A) Pyaar (D) ho, (A) jab pyaar (D) ho
(D) Har baar (A) ho tumse hi (D)
(A) Pyaar (D) ho, (F#m) beshumaar (D) ho
(Bm) Har baar ho tumse (A) hi
(A) (E) (G) (A)
(A) Tum jo nahi (E) the saath toh
(D) Tanha sa tha (E) dil ka safar
(A) Be-khwaab hi (G) soti rahi
(D) Jagti rahi (E) meri nazar
(F#m) Aa paas mere (E) palkon pe rakh (C#m) doon
(Bm) Jitne sapne hain (A) sabhi
(F#m) Honthon pe mere (D) khulne lagi
(F#m) Khwaahish thi (E) dil mein dabi
(A) Pyaar (D) ho, (A) jab pyaar (D) ho
(D) Har baar ho tumse (A) hi
(A) Pyaar ho, beshumaar (D) ho
(D) Har baar ho tumse (F) hi
(A) Tumpe ruke, (E) tumse chale
(D) Lamhe mere (E) ab toh yahaan
(A) Raahein meri (G) tumpe thami
(D) Ab hai mujhe jaana (E) kahaan
(F#m) Tum bin chalun toh (C#m) kadmon se mere
(Bm) Yeh rooth jaaye (A) zameen
(F#m) Ab zindagi mein (D) kuch ho na par
(Bm) Ik baat hai (E) laazmi
(A) Pyaar (D) ho, (A) jab pyaar (D) ho
(D) Har baar ho tumse (A) hi
(Bm) Pyaar ho, (C#m) beshumaar (D) ho
(Bm) Har baar ho tumse (A) hi