Ghar Se Nikalte Hi Chords - Armaan Malik

profile
Sarvesh Dutta
May 25, 2018   •  6072 views

Ghar se (F) nikalte hi
Kuch door (A#) chal(C)te (F) hi
(F) Raste mein (Dm) hai (C) uska (F) ghar

(F) Pehli dafa maine
(Am) Jab usko dekha to
(A#) Saansein (C) gayi yeh (F) thehar

(F) Rehti hai dil mein (C) mere
(Dm) Kaise bataaun (F) use
(A#) Main toh nahi keh saka
(Am) Koi bata de (C) use

Ghar se (F) nikalte hi
Kuch door (A#) chal(C)te (F) hi
(F) Raste mein (Dm) hai (C) uska (F) ghar

(F) Uski gali (Dm) mein hai dhali
(A#) Kitni hi (C) shaamein (F) meri
(Dm) Dekhe kabhi (Am) woh jo mujhe
(A#) Khush hoon main (C) itne mein (F) hi

Maine (A#) tareeke sau aazm(F)aaye
Jaake (A#) use na kuch bol (F) paaye
(G) Baithe rahe hum raat (F) bhar (C)

Jo paas (F) jaata hoon
(F) Sab bhool (A#) jaa(C)ta ho(F)on
(F) Milti hai (Dm) jab (C) ye (F) nazar

Ghar se (F) nikalte hi
Kuch door (A#) chal(C)te (F) hi
(F) Raste mein (Dm) hai (C) uska (F) ghar

(F) Kal jo mile (Dm) woh raahon mein
(A#) Toh main (C) use rok (F) loon
(Dm) Uske dil mein (Am) kya hai chipa
(A#) Ik baar (C) main pooch (F) loon

Par ab (A#) wahaan woh, rehti (F) nahi hai
Maine (A#) suna hai, woh jaa (F) chuki hai
(G) Khaali pada hai yeh she(C)har

Main phir bhi (F) jaata hoon
Sab (A#) dohra(C)ata ho(F)on
Shayad (Dm) mile (C) kuch kha(F)bar
Ghar se (F) nikalte hi
Kuch door (A#) chal(C)te (F) hi
(F) Raste mein (Dm) hai (C) uska (F) ghar

1



  1

Profile of Rakshita Upadhyay
Rakshita Upadhyay  •  4y  •  Reply
hey you write very well.keep it up.please check my account and like my wrytups