Capo - 4th Fret
(C) Main agar sitaaron se chura ke laaun (F) roshni
Hawaaon se chura ke laaun (Am) raagini
Na poori ho sakegi un(E)se magar teri kami
(C) Main agar nazaaron se chura ke laaun (F) rangatein
Mazaaron se chura ke laaun (Am) barqatein
Na poori ho sakegi un(E)se magar teri kami
Yeh (Am) duniya paraayi hai
Bas ek (F) apna hai tu (C) (Em)
Jo (Am) sach ho mera woh
Savere ka sapna hai (F) tu (Am)
(Em) Dekhunga tera raas(Am)ta
(F) Ho kuch tu(C)jhe bas Khuda (Em) na khas(Am)ta(G)
Ho (G) (F) (Em)
(Am) Tere bina umra (G) ke safar mein
Ba(F)da hi tanha hoon (Em) main
(Am) Raftaar jo waqt (G) ki pakad na sa(F)ke
Woh lamha hoon (Em) main
Faagun ke (C) mahine (G)
Tere bina hain (F) pheeke (Em)
Jo tu nahi toh (C) saare (G)
Saawan mere (F) sookhe (Em)
(C) Main agar kitaabon se chura ke (F) laaun kaayde
Hisaabon se chura ke laaun (Am) faayde
Na poori ho sakegi un(E)se magar teri kami
(C) Main agar sitaaron se chura ke (F) laaun roshni (G)
Hawaaon (Em) se chura ke laaun (C) raagini
Na (F) poori ho sakegi un(E)se magar teri kami
Yeh (Am) duniya paraayi hai
Bas ek (F) apna hai tu (C) (Em)
Jo (Am) sach ho mera woh
Savere ka sapna hai (F) tu (Am)
(C) Dekhunga (Am) tera raasta (F)
(F) Ho kuch tu(C)jhe bas Khuda na khas(Am)ta (F)
Kh(Am)uda na khas(Em)ta
(F) Khuda na khas(Am)ta (C) (Em)