(Am) Pehle ke (Em) jaisa kuch (C) bhi nahi hai
Din raat (Em) aankhon mein ik nami (C) hai
(C) Pehle ke jaisa kuch bhi nahi hai
(C) Din raat aankhon mein ik nami hai
(Em) Pehle ke (Am) jaise (Em) mausam (Am) nahi hai
(Em) Baadal toh (Am) hai par (Em) baarish nahi (Am) hai
(F) Iss (G) mod pe aa (F) gaye hum (Em) batao
(C) Raahein toh hain, (F) humsafar hi (Em) nahi hai
(Am) Aao cha(F)lein hum (Am) phir se (F) wahaan pe
(Em) Jahaan pe kabhi khush(F)buon se mile the
(Am) Shayad (F) wahin pe (Am) kahin kuch (F) bacha ho
(Em) Jahaan pe kabhi saath (F) hum tum (C) chale thhe
(F) Jisey kho (G) diya hai
(F) Khatam ho (Em) gaya hai
(C) Uss pyaar ko (F) zindagi denge (Em) phir (C) se
(Am) Qismat (F) humein leke (Am) aayi (F) kahaan pe
(Em) Samay chal raha hai (F) magar hum (Em) ruke hain
(Am) Mere khwaab (F) sab aa(Am)khiri saans (F) leke
(Em) Gehraaiyon mein (F) dafan ho chuke (C) hain
Na (F) awaaz (G) koi hai (F) hum tak pah(Em)uchti
(C) Badi door khud se (F) hum jaa (Em) chuke hain
(F) Rishton mein (G) khamo(F)shiyaan aa (Em) gayi hain
(C) Seene mein bhi dhad(F)kano ki (Em) kami hai
(Em) Pehle ke (Am) jaise (Em) mere paas (Am) aao
(Em) Zaroorat hai (Am) humko (Em) gale se lag(Am)aao
(F) Nahin raas (G) aate hain (F) humko and(Em)here
(C) Chalo chheen laayein (F) phir wo (Em) savere
(C) Chalo chheen laayein (F) phir wo (Em) savere