(D) Kis lamhe ne thaami (Bm) ungli meri
(G) Phusla ke (A) mujhko le (D) chala
(D) Nange paaon daudi (Bm) aankhein meri
(G) Khwaabon ki (A) saari (D) bastiyan
Har (G) dooriyaan har (A) faasle (D) kareeb hain
Is (G) umra ki bhi (A) shakhsiyat (D) ajeeb hai (A)
(D) Jheeni jheeni in (G) saanson se
(D) Pehchaani si (G) awaazon mein
(Em) Goonje hai aaj aasmaan
(A) Kaise hum bezubaan (D)
Is (D) jeene mein kahin (G) hum bhi the
The (D) zyada ya zara (G) kam hi the
(Em) Ruk ke bhi chal pade magar
(A) Raste sab bezubaan (D)
(A) (D) (A)
(D) Jeene ki ye kaisi (Bm) aadat lagi
(G) Bematlab (A) karze chadh (D) gaye
(D) Haadson se bach ke (Bm) jaate kahaan
(G) Sab rote (A) hanste seh (D) gaye
Ab (G) ghalatiyan jo (A) maan li toh (D) theek hai
(G) Kamzoriyon ko (A) maat di toh (D) theek hai (A)
(D) Jheeni jheeni in (G) saanson se
(D) Pehchaani si (G) awaazon mein
(Em) Goonje hai aaj aasmaan
(A) Kaise hum bezubaan (D)