(G) Mausam bhi (C) yaar hai
(G) Gulshan ghar (D) baar hai
(G) Barkha ka (C) saath hai
(G) Aisi sau(D)gaat hai
(G) Ab jaaye kab aaye kaise (Am) bolo
(C) Jinke saath dil lagta hai, (D) unke saath holo
(G) Jaana kahaan tha hamko
(C) Kahan hum chal diye
(G) Choti choti hasraton mein
(D) Hum dhul mil gaye
(G) Soch ke kya nikle the yeh
(C) Kya hum kar gaye
(G) Jo kehte woh na karte na
(D) In mein reh gaye
(Am) Rab yeh jaane ab kya hoga
(D) Raasta hai mushkil
(D) Kis chourahe pe khade hai (C) yaar
(G) Kitne ar(C)maan hai
(G) Kaise an(D)jaam hai
(G) Barson ka (C) kaam hai
(G) Lamhon pe (D) naam hai
(G) Der se aaye jaise aaye (Am) bolo
(C) Jinke saath dil lagta hai, (D) unke saath holo
(G) Mitti ka bartan ho
(C) Bartan mein ho sona
(G) Sone ke bartan mein mitti
(D) Aisa na hona
(G) Aasmaan agar chhat hai
Yeh (C) dharti bighona
(G) Ambar ko de saath kaun
Dhar(D)ti ka kya kona
(Am) Rab yeh jaane kaisa hota
(D) Kehna hai mushkil
(D) Hai us paar bhi gharbaar (C) yaar
(G) Chehra hi(C)jaab hai
(G) Gehra ja(D)waab hai
(G) Sach hai ya (C) khwaab hai
(G) Sab ka hi(D)saab hai
(G) Ab kaise sabko batlaaye (Am) bolo
(C) Jinke saath dil lagta hai, (D) unke saath holo