Bas Ek Baar Chords - Soham Naik

profile
Rashid Ali
Jun 02, 2018   •  21258 views

(C) Meri nazron ko tune (Dm) sapna dikhaya
(F) Jagaya (G) mujhe raaton (C) mein
(C) Dabi dabi saanson mein (Dm) khushboo le aaya
(F) Kabhi jo naa (G) thi raahon (C) mein

Aisa mera (F) dil kabhi na tha
(C) Jaisa yeh ho gaya
(Dm) Karamaat teri hai (F) yeh

Bas (C) ek baar tumko (Dm) dekhne ko tarsun
(F) Maano na (G) kehna (C) mera
Main toh bas (C) ek baar tumko (Dm) dekhne ko tarsun
(F) Kehta hai (G) dil yeh (C) mera

(Am) (Em) (F)
(Am) (Em) (F)

(C) Aate aate (Am) tum le aana
(Dm) Be mausam ki kuch (G) baarishein yahaan
(C) Aadhe aadhe (Am) bheege dono hon
(Dm) Phir apni kuch (G) khwahishein riha

Aisa mera (F) dil kabhi na tha
(C) Hairaan bewajah
(Dm) Saugaat teri hai (F) yeh

Bas (C) ek baar tumko (Dm) dekhne ko tarsun
(F) Kehta hai (G) dil yeh (C) mera
Haan bas (C) ek baar tumko (Dm) dekhne ko tarsun
(F) Kehta hai (G) dil yeh (C) mera

(C) (Em) (F) (G)

(C) Baithe baithe (Am) soche tumko
Do (Dm) ankhein hi (G) bunti kahaniyaan
(C) Hanste hanste (Am) baatein karte
Ik (Dm) dooje se (G) khwaabon ke darmiyaan

Aisa mera (F) dil kabhi na tha
Is (C) baar ho gaya
(Dm) Khurafat teri hai (F) yeh

Bas (C) ek baar tumko (Dm) dekhne ko tarsun
(F) Kehta hai (G) dil yeh (C) mera
Haan bas (C) ek baar tumko (Dm) dekhne ko tarsun
(F) Maano na (G) kehna (C) mera

Main toh bas (C) ek baar tumko (Dm) dekhne ko tarsun
(F) Kehta hai (G) dil yeh (C) mera

9



  9