Rab Ka Shukrana Chords - Jannat 2

profile
Rahul Pandey
Apr 27, 2018   •  7168 views

Capo - 1st Fret

(Am) Tu hai ab jo baahon mein, karaar hai
(F) Rab ka shukrana
Saanson mein (G) hai nasha, khumar hai
(Em) Rab ka shukrana
Tu hi ab mera(Am) deen hai, imaan hai
(F) Rab ka shukrana
Mera (G) kalma hai tu, azaan hai
(Em) Rab ka shukrana

(Am) Tu mila toh sab mila
(F) Ab kisi se kya gila
(G) Tujhme simtu, aa main bikhru
(E) Teri baahon mein

(Am) Tu mila toh sab mila
(F) Ab kisi se kya gila
(G) Tujhme simtu, aa main bikhru
(E) Teri baahon mein, fanaa ho (G) jaun main

Tu hi ab (Am) duniya meri, jahaan hai
(F) Rab ka shukrana
Khwaabon ki (G) khayalon ki udaan hai
(Em) Rab ka shukrana
Tu hi ab mera (Am) deen hai, imaan hai
(F) Rab ka shukrana
Mera (G) kalma hai tu, azaan hai
(Em) Rab ka shukrana

(Am) (F) (Am) (F)

(Am) Sab se ho jaaun pare
(F) Jo ishaara tu kare
(G) Ab toh rehna hai tujhi mein
(E) Gumshuda hoon main
(Am) Sab se ho jaaun pare
(F) Jo ishaara tu kare
(G) Ab toh rehna hai tujhi mein
(E) Gumshuda hoon main
Ho teri (G) baahon mein

Jazbon ka ab (Am) toh naya bayaan hai
(F) Rab ka shukrana
Naya (G) rutba nayi shaan hai
(Em) Rab ka shukrana
Tu hi ab mera (Am) deen hai, imaan hai
(F) Rab ka shukrana
Mera (G) kalma hai tu, azaan hai
(Em) Rab ka shukrana

2



  2