(Am) Kuch khaas hai kuch paas hai
Kuch (F) ajnabee eh(G)saas hai
Kuch (Am) dooriyaan nazdeekiyaan
Kuch (F) has padi tan(G)haiyaan
Kya ye (Am) khumaar hai ya (G) aitbar hai
Shayad ye (F) pyaar hai
Pyaar (G) hai shaayad
Kya ye (Am) bahaar hai ya (G) intezaar hai
Shayad ye (F) pyaar hai
Pyaar (G) hai shayad
Kuch (Am) saaz hai jaa(F)ge se jo the (G) soye
Al(Am)faaz hai chup (F) se nashe mein (G) khoye
(Em) Nazare hi (G) samjhe ye (F) guftgoo (G) saari (E)
Koi (Am) aarzoo ne (G) hai (F) angdayi li (G) pyaari (E)
Kya ye (Am) khumar hai ya (G) aitbar hai
Shayad ye (F) pyaar hai
Pyaar (G) hai shaayad
Na in(Am)kar hai na ik(G)raar hai
Shayad ye (F) pyaar hai
Pyaar (G) hai shaayad
Keh(Am)na hi kya mera (F) dakhalna (G) koi
Dil (Am) ko dikha (F) dil ki shakal ka (G) koi
(Em) Dil se thi (G) meri ek (F) shart ye (G) aisi (E)
Lage (Am) jeet si (G) mujhko ye (F) haar hai (G) kaisi (E)
Yun hi (Am) khumar hai kyun (G) bekraar hai
Shayad ye (F) pyaar hai
Pyaar hai (G) shayad
Jaadu (Am) sawaar hai na (G) ikhtiyaar hai
Shayad ye (F) pyaar hai
Pyaar hai (G) shayad
(Am) Kuch khaas hai kuch paas hai
Kuch (F) ajnabee eh(G)saas hai