Lyrics Of The Song Damn By Raftaar And Kr$Na

profile
Kumari Kriti Raj
Apr 02, 2020   •  17 views

Damn is a new song of Raftaar that released in collaboration with KR$NA. It is a song from the album Mr.Nair. The song was released on 2 April 2020 on the official YouTube channel of Zee Music Company. The song is composed, arranged and programmed by Raftaar. The lyrics are written by the singers themselves, that is, Raftaar and KR$NA. The music video is directed by Sachadawg.

20200401-230807-k8ih6wje

The lyrics of the song Damn

(Yeah, yeah, yeah….)
Kabhi kabhi mujhe lage mere piche ek sanaya,
Jo aaya hai mujhe bataane ki,
Woh aage zyada jo chaate zamaane ki,
Lat badi lagi jinhe auron ka khaane ki.

(Haan!)

Kitna hi khaa lenge Haan,
Kitna bacha lenge Haan.

(Yeah yeah yeah..)

Bhaage jo bawarchi inke,
Khud ka bana lenge kya.
(kya kya)
Khudko sambhalenge kya,
Ye karma mitayenge Haan,
Khud jo hain ghar pade woh,
Humko woh ghar bitha lenge kya,
Par mujhe kya, mujhe kya,
Main kisi ki ni sunta,
Mujhe poore karne armaan ghar ke,
Aur sapne jo main bunta.

Kaafi dabi padi mere dil mein hai baatein,
Dil se na nikle woh studio ki raatein,
Aayi gayi jaane kitni hai barsaat,
Jo pehle mere bhai the wo ab bhi mere, saath hain (yeah)
Aankhein milaoge na ya aankhein churaoge Haan,
Sabse banaate ho baatein khudko bana loge kya?

Kyunki main deta ni damn,
Kyunki main deta ni damn,
Kyunki main deta ni damn,
Kyunki main deta ni damn.

Par ab main deta ni time,
Haan ab main deta ni time,
Par ab main deta ni time,
Haan ab main deta ni time.

Kyunki main deta ni damn,
Kyunki main deta ni damn,
(I don't give a damn).

Kyunki main deta ni damn,
Kyunki main deta ni damn,
(I don't give a damn).

Samajh nahi paate,
Mujhe ye samajh nahi paate,
Karte ye bhasad ki baatein,
Par chashme laga ke bhi ye nazar nahi aate,

Main toh deta nahi damn,
Karne mein khatam main leta ni time,
Saath mein laya ye wali gang.

Kalamkaar meri ek aadhi fam,
Rakhu main Paas,
Kareeb jo mere hain Khaas,
Baaki na karta bardaasht,
Gaano mein chhodu main laash,
Antim ardaash, paisa hai Paas,

Ab meri zubaan ka inko to samjh nahi aata,
Aaj jo kara hai,
Kisi ka namak nai khata,
Kehna jo kehn do (kehn do),
Milta nahi chain aise Dango,
Hater hain sekdon, par main hoon thankful,
Karun main handle, shukriya fans ko (fans ko).

Bante aaj fans bro, bante aaj fans bro,
Trap jaise band ho muskuraata,
Jab jaat hoon bank ko.

Kyunki mein deta nahi damn,
Kyunki mein deta nahi damn (deta nahi damn),
Kyunki mein deta nahi damn,
Kyunki mein deta nahi damn (deta nahi damn).

Par ab mein deta nahi time,
Ha mein ab deta nahi time (yeah, yeah),
Kyunki mein deta nahi damn,
Kyunki mein deta nahi damn
(I don’t give a damn).

Kyunki mein deta nahi damn,
Kyunki mein deta nahi damn,
(I don’t give a damn).

Par mein ab nahi deta time,
Par ab mein deta nahi time (yeah, yeah).

Ghar pe lambi Gaadi,
Ghar mein bakse mein hai rolly,
Rehta apne trip Mein,
Par main khata nahi Molly,
Studio hai ghar mein office 200 meter door,
Boli meri meethi par main haathon se mazdoor,

Na na (na na)

Mere aage zor na chala
Na na (na na)

Le le ye free ki slaah
Haan haan

Manta meri kahan
Haan haan

Sab tu bhulate jaa, dushman ko gale laga

(Being an artist, Being me
That was my best excuse for being crazy
.)

In the music video, we can see Raftaar and KR$NA really giving no damn to anyone. The swag of their rapping can be seen in their music as well as in their video. The song is indeed a new level of Hip-hop.

0



  0