Capo on 5th Fret

Rhythm – D D UDUD UDU

You can use E in place of E7

(F) (C)
(E7)Aaaa (Am)Aaaa(G)

(F)Dekho Dekho Kaisi baatein yahan ki
(C)Hain saath par Hain saath na bhi
(E7)Kya itni aasaan (Am)hain?(G)

(F)Dekho Dekho Jaise mere iraaday
(C)Waise kahaan Tere yahan the
(E7)Haan kitni naadan (Am)main(G)

Mere (F)husn ke ilawa
Kabhi (C)dil bhi maang lo(G) na
Haye (F)pal mein
Main pighal jaun (G)haan

Ab (F)aisa na karo
Ke (C)dil judna paye (G)wapis
Teri (F)baaton
Se bikhar jaun (G)haan

(F)Mana zamana hai deewana
(C)Isilye tune na jana
(E7)Tere liye main
Kaafi (Am)hoon(G)

(F)Dekho Dekho Yeh zamane se thak kar
(C)Atey ho kyun masoom ban kar?
(E7)Tere liye main
Kya hi (Am)hoon?(G)

Phir (F)aatey kyun yahan Karne (C)aankhon
mein Ho (G)baarish?
Ab (F)aye
Toh theher jao (G)na

Aur (F)poocho na zara
Mere (C)din ke bare mein(G) bhi
Bas (F)itne mein Sambhal jaun (G)haan

Haan ek (F)din Kabhi (Am)koi
Jab bhi (F)padhe Kahani te(C)ri
Lagta (E7)mujhe Mere naam (Am)ka
Zikr (F)kahin Bhi hoga (G)nahin

(C)Haan
Main (Am)yahin
Meri yeh (F)aankhon mein
Aankhon mein toh (G)dekho

Dekho yeh (C)dil ka haal kya
Hothon se (Am)hota na bayan
Meri yeh (F)aankhon mein
Aankhon mein toh (G)dekho

Kaisa (C)naseeb hai mera
Milke bhi (Am)na mujhe mila
Meri yeh (F)aankhon mein
Aankhon mein toh (G)dekho

Teri a(C)dhuri si wafa
Maangu main (Am)maangu aur na
Meri yeh (F)aankhon mein
Aankhon mein toh (G)dekho

(F)Dekho Dekho Kaisi kheenchi lakeerein
(C)Chahe bhi dil toh bhi na jeete
(E7)Main iss daur mein (Am)nahin(G)

(F)Dekho Dekho Kaisi baatein yahan ki
(C)Baatein yahi dekhoon jahan bhi
(E7)Main is daur se (Am)nahin

0



  0