Yaad Karke Lyrics - Gajendra Verma

profile
Music Learning
Jul 18, 2019   •  16 views

Yaad Karke Song Lyrics Gajendra Verma


Itna batana yeh such hai kya

Teri zindagi mein koi aur aagaya

Itna batana aisa tha kya

Jo main na kar paya usne kar diya

Oh ab main dhoond raha hun tujhko galiyon mein

Meri jaan tere bina main adhoora

Tu meri aur main tera jab ye kaha tha

Aa bhi jaa tere bina na ji sakunga

Yaad karke ab bas rooun tujhe

Yaad karke ab bas rooun tujhe

Oh yaadein teri saari raat sone na de

Yaad karke ab bas rooun tujhe

Yaad karke ab bas rooun tujhe

Oh sanam maine khayi thi kasam tujhe

Dunga itna pyaar hardum tujhe

Ab jo koi aur de raha

Mujhe pata hai tujhe kam lagta hun mein

Par abhi tere dil mein basa hun mein

Sun le apne dil ki zara

Oh ab main dhoond raha hun tujhko galiyon mein

Meri jaan tere bina mein adhoora

Tu meri aur mein tera jab ye kaha tha

Aa bhi jaa tere bina na ji sakunga

Yaad karke ab bas rooun tujhe

Yaad karke ab bas rooun tujhe

Oh yaadein teri saari raat sone na de

Yaad karke ab bas rooun tujhe

Itna batana yeh such hai kya

Teri zindagi mein koi aur aagaya

Itna batana aisa tha kya

Jo mein na kar paya usne kar diya

Yaad karke ab bas rooun tujhe

Yaad karke ab bas rooun tujhe

Oh yaadein teri saari raat sone na de

Yaad karke ab bas rooun tujhe

Yaad karke ab bas rooun tujhe

0



  0