Capo - 1st Fret

(Bm) Tere bina
Marz aadha adhoora hai
(A) Ek dhundh hai
Shaam hai naa savera hai
(G) Tanha hoon main
Phir bhi tanha nahi
Darr yeh (Em) hai ke fanaa ho na (F#m) jaaun

Aa jaa (Bm) na
Nigaahon se ilzaam (A) de
Adaaon se paigaam (G) de
Koi toh mujhe naam (Em) de
Ishq hai bad (F#m) gumaan

Aa jaa (Bm) na
Nigaahon se ilzaam (A) de
Adaaon se paigaam (G) de
Koi toh mujhe naam (Em) de
Ishq hai bad (F#m) gumaan

(Bm) Tu nadi ka (G) kinaara
Gumnaam (D) saa main (Bm) hoon safeena
(Bm) Tu hai mausam (G) bahaara
Sookhi (D) sookhi (G) main heena

Jaan (Bm) meri hai (G) phasi
Ek (D) mulakaat mein
Kaise (Bm) main ab (G) jiyun
Aise (D) halaat mein
Sar pe (A) gham ka hai jo (Bm) aasmaan

(Bm) Tere bina
Marz aadha adhoora hai
(A) Ek dhundh hai
Shaam hai naa savera hai
(G) Tanha hoon main
Phir bhi tanha nahi
Darr yeh (Em) hai ke fanaa ho na (F#m) jaaun

(Bm) Besabar ho (G) rahi hai
Ye meri (D) baahein (Bm) Tu kahaan hai
(Bm) Benazar ho (G) rahi hai
Yeh (D) nigaahein (G) tu kahaan

Apne (Bm) dil se (G) mera
Haq (D) mitaane lage
Mere (Bm) har khwaab (G) ko
Tum (D) jalane lage
Dil mein (A) bharne laga hai (Bm) dhuaan

(Bm) Tere bina
Marz aadha adhoora hai
(A) Ek dhundh hai
Shaam hai naa savera hai
(G) Tanha hoon main
Phir bhi tanha nahi
Darr yeh (Em) hai ke fanaa ho na (F#m) jaaun

Aa jaa (Bm) na
Nigaahon se ilzaam (A) de
Adaaon se paigaam (G) de
Koi toh mujhe naam (Em) de
Ishq hai bad- (F#m) gumaan

2



  2