Kis Tarah Se Shukar Tera Chords - Samrat & Co.

profile
Sarvesh Dutta
Jun 08, 2018   •  5006 views

Capo - 3rd Fret

Kis (C) tarah se (F) shukar tera
Ab (G) ada karu (C) main
Kis (C) tarah se (F) shukar tera
Ab (G) ada karu (C) main
Is (C) mohobbat ka (F) harjana
Kis (G) tarah bharu (C) main

(F) Khaamosh reh kar bhi (G) keh gaye
(E) Dariya sa dil tak (Am) beh gaye
Tum (F) par ho raha hai (Dm) poora (G) aitbaar

Tum (C) hi ho hifaazat (F) meri suno
Ye (G) kaha hai rooh (C) ne
Kis (C) tarah se (F) shukar tera
Ab (G) ada karu (C) main

(C) Ishq ka bas naam liya
Maine (F) samjha nahi tha (C) ise
(C) Tune sikhaaya ki ye hai ibaadat
(F) Rooh ki bhaasha hai (G) yeh

Teri (F) badaulat paayi woh (G) daulat
Jo (Dm) mili na mujhko (C) kahin

(F) Jazbaat hadd se (G) badhne lage
(E) Dene lage (Am) sadaa tujhe
Har (F) pal hai zaroori (Dm) ab tera (G) deedar

Kis (C) tarah se (F) shukar tera
Ab (G) ada karu (C) main
Is (C) mohobbat ka (F) harjana
Kis (G) tarah bharu (C) main

Aisa (G) kabhi dekha (F) nahi
Na (Dm) kabhi bhi kahin (C) suna
Dene (G) wala sab dekar (F) bhi
Keh (Dm) raha hai (C) shukriya

(F) Tune hi toh (G) samjha mujhe
Jo na (E) keh saka main, (Am) suna tumhe
(F) Ehsaan ye tera (Dm) na bhalunga (G) sadaa

Kis (C) tarah se (F) shukar tera
Ab (G) ada karu (C) main
Is (C) mohobbat ka (F) harjana
Kis (G) tarah bharu (C) main

3



  3