Chand Aasmano Se Laapata Chords - Alone

profile
Sarvesh Dutta
Jun 08, 2018   •  490 views

(Bm) Chand aasmano se
(G) Laapata ho (Em) gaya
(A) Chal ke mere ghar mein
Aa (D) gaya, aa (Bm) gaya
(Bm) Main khush-kismat hoon
(G) Bakhuda is (Em) tarah
(A) Ho jaaye poori
Ik (D) duaa jis (Bm) tarah

(Bm) Tere bin meri (A) jaana kabhi
(A) Ik pal bhi (G) guzaara nahi
(G) Teri (A) aarzoo ne khud se(G) begana kar (D) diya

(Bm) Chand aasmano se
(G) Laapata ho (Em) gaya
(A) Chal ke mere ghar mein
Aa (D) gaya, aa (Bm) gaya

(D) Maine tujhe tohfe mein ye dil (G) diya
(Em) Tune mujhe (A) badle mein ye jahaan (D) diya
(D) Main hi jaanu, tu hi jaane jo hai (G) darmiyaan
(Em) Tujh se hai (A) meri jaana ghar ye (D) aashiyaan

(Bm) Tere bin meri (A) jaana kabhi
(A) Ik pal bhi (G) guzaara nahi
(G) Teri (A) aarzoo ne khud se(G) begana kar (D) diya

(Bm) Chand aasmano se
(G) Laapata ho (Em) gaya
(A) Chal ke mere ghar mein
Aa (D) gaya, aa (Bm) gaya

(D) Tune mere raaston ko manzil (G) kiya
(Em) Tujhe paake (A) zindagi ko haasil (D) kiya
(D) Tere liye hai ye saansein, tay kar (G) liya
(Em) Tu hai toh hai (A) ye kahaani, mere (D) saathiya

(Bm) Tere bin meri (A) jaana kabhi
(A) Ik pal bhi (G) guzaara nahi
(G) Teri (A) aarzoo ne khud se(G) begana kar (D) diya

(Bm) Chand aasmano se
(G) Laapata ho (Em) gaya
(A) Chal ke mere ghar mein
Aa (D) gaya, aa (Bm) gaya