(D) Khuda tumhe pranam hai saadar
(Bm) Par toone di bas (D) ek hi chaadar
Kya (G) odhein kya bicha(Em)yenge
Mere (D) achche din kab aayenge
Mere (D) achche din kab aayenge
Do (D) roti aur ek langoti
(Bm) Ek langoti aur (D) woh bhi chhoti
Ism(G)e kya badan chhupay(Em)enge
Mere (D) achche din kab aayenge
Mere (D) achche din kab aayenge
Main khaali khaali (D) tha
Main khaali khaali (Em) hoon
Main khaali khaali (D) khoya (G) khoya (Em) sa
Mere (D) achche din kab aayenge
Mere (D) achche din kab aayenge
Ho geet nahi yeh mera (Bm) dard (D) hai
(Bm) Kaise yeh rozana hi (G) gaata jaaun (A) main
(Bm) Khaali khaali jebon mein khwaab (D) hain
(Bm) Khwaab (D) hain poore jo (Bm) hote (D) nahi
(D) Waqt hua nakhoon ke jaisa
(Bm) Bedardi se (Em) jisko main kaatun
(D) Roz zarurat aur khwahish ke
(Bm) Beech mein khud ko (Em) kaise main baatun
Mere (G) tukde ho (A) jayenge
Mere (D) achche din kab aayenge
Mere (D) achche din kab aayenge
Main khaali khaali (D) tha
Main khaali khaali (Em) hoon
Main khaali khaali (D) khoya (G) khoya (Em) sa
Mere (D) achche din kab aayenge
Mere (D) achche din kab aayenge
(D) Achche din, achche din ho (Em) ho ho
(D) Na jaane yeh kab aayenge