Capo - 2nd Fret
(C) Abhi mujh mein kahin
Baaki (F) thodi si (C) hai (Am) zindagi (E)
(C) Jagi dhadkan nayi
Jaana (F) zinda hoon (C) main toh (Am) abhi (E)
Kuch (F) aisi (G) lagan
Is (F) lamhe mein (G) hai
Ye (D) lamha (F) kahaan tha (G) mera
Ab (C) hai saam(Am)ne
Ise (C) choo loon (G) zara
Mar (F) jaaoon ya (G) jee loon (C) zaraa (E)
Khushi(C)yaan choom (Am) loon
Ya (C) ro loon (G) zara
Mar (F) jaaoon ya (G) jee loon (C) zaraa
Ho (C) Abhi mujh mein kahin
Baaki (F) thodi si (C) hai (Am) zindagi
Ho (C) dhoop mein (A#) jalte huey tann (C) ko
(Am) Chaaya ped (E) ki mil (C) gayi (E)
(C) Roothe bachche (A#) ki hansi (C) jaise
(Am) Phuslaane se (E) phir khil (C) gayi
Kuch (D) aisa hi mehsoos dil ko (C) ho raha hai
Barson (D) ke puraane zakhmo pe (C) marham laga sa hai
Ek (F) aisi (G) chubhan
Is (F) lamhe mein (G) hai
Ye (D) lamha (F) kahaan tha (G) mera
Ab (C) hai saam(Am)ne
Ise (C) choo loon (G) zara
Mar (F) jaaoon ya (G) jee loon (C) zaraa (E)
Khushi(C)yaan choom (Am) loon
Yaa (C) ro loon (G) zara
Mar (F) jaaoon ya (G) jee loon (C) zara
(C) Dor se (A#) tuti patang (C) jaisi
Thi (Am) ye zinda(E)gani (C) meri (E)
(C) Aaj hai kal (A#) ho mera na (C) ho
Har (Am) din thi (E) kahani (C) meri
Ek (D) bandhan naya peeche se ab (C) mujhko bulaye
Aane (D) wale kal ki kyun fikar (C) mujhko sata jaye
Ek (F) aisi (G) chubhan
Is (F) lamhe mein (G) hai
Ye (D) lamha (F) kahaan tha (G) mera
Ab (C) hai saam(Am)ne
Ise (C) choo loon (G) zara
Mar (F) jaaoon ya (G) jee loon (C) zaraa (E)
Khushi(C)yaan choom (Am) loon
Yaa (C) ro loon (G) zara
Mar (F) jaaoon ya (G) jee loon (C) zara