In (G) aankho mein kya likha hai
In (Em) taaron mein kya chhupa hai
(C) Bas tu hi mera khuda hai (D) aaj

In (G) shaamon mein kaisa nasha hai
(Em) Teri baaton mein shehed ghula hai
(C) Bas tu hi mera khuda hai (D) aaj

Aaj (Em) mere ghar mein (C) har kahin pe
(Em) Har kahin (C) tera nishaan hai
(G) Aur mere (D) kamre mei
(C) Tera saman (D) bikhra pada hai

In (G) aansuon mein kya likha hai
In (Em) taaron mei kya chupa hai
Aur (C) chhutne ko ab bacha hai (D) kya

Ye (G) kaisi khalish kaisi wafa hai
Kisi (Em) shayar ki tu ilteja hai
(C) Itna bata de teri kya raza hai (D) aaj

Apne (G) chehre se zulfein hata to
Tujhe (Em) dekhlun main ek dafa to
Aur (C) kaanpte hai kyu tere haath (D) aaj

Aur ye (G) aasma mera gawah hai
Ke (Em) maine bada chaha hai
Par (C) rokne se kisi ke koi (D) kab ruka hai

Jaise (Em) mere andar (C) tu kahin pe
(Em) Tu kahin pe (C) jee raha hai
(G) Chale jaane ke (D) baad hi koi
(C) Itna tumko yaad (D) aata hai

In (G) aansuon mein kya likha hai
In (Em) taaron mein kya chupa hai
Aur (C) chhutne ko ab bacha kya hai (D) kya

Ye (G) kaisi khalish kaisi wafa hai
Kisi (Em) shayar ki tu ilteja hai
(C) Itna bata de teri kya raza hai (D) aaj

Kisi (C) kya hum (D) bataye
Khud ko (C) kaise (D) samjhaye
Tere (C) bin jo (D) bitaye
Wo (Em) raatein (C) (D)

(G) Aaa (Em) aaa (C) aaa (D) aaa
(G) Aaa (Em) aaa (C) aaa (D) aaa

1



  1