Capo - 2nd Fret
(Bm) Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan
Bann gaye tum meri (A) zindagi
(Bm) Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan
Bann gaye tum meri (A) zindagi
(Bm) Jab se tum ho mile, jaan-o-dil hai khile
Tumse waah basta hai, har (A) khushi
Tum ho mera (Bm) pyaar, tumse hai karaar
Tumko hi (A) basaaya maine yaadon (G) mein
Tumse hai (Bm) nasha, tumse hai khumaar
Tumko hi (A) sajaya maine khwaabon (G) mein
Tum ho mera (Bm) pyaar, tumse hai karaar
Tumko hi (A) basaaya maine yaadon (G) mein
(Bm) (A) (G) (A)
(Bm) Jab mile nahi the tum, na thi (A) khushiyaan na gham
(Bm) Tum mile to badle zindagi ke (A) yeh mausam
Ho (Bm) sunn raha hai jo dua mera rab (A) hai tujh mein
(Bm) Har jagah tha kuch kam mila mujhe (A) sab tujh mein
Raat (Bm) din dekh(A)na tujhko (G) aadat (A) meri
Yun (Bm) tujhe chaah(A)na hai (G) ibaadat (A) meri
Tum ho mera (Bm) pyaar, tumse hai karaar
Tumko hi (A) basaaya maine yaadon (G) mein
Tumse hai (Bm) nasha, tumse hai khumaar
Tumko hi (A) sajaya maine khwaabon (G) mein
Tum ho mera (Bm) pyaar, tumse hai karaar
Tumko hi (A) basaaya maine yaadon (G) mein
(Bm) Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan
Bann gaye tum meri (A) zindagi
(Bm) Aankhein sehra meri, tu hai bheega (A) ek baadal
(Bm) Meri khwahishon mein tu, teri liye (A) main paagal
O ho (Bm) tu hai behti nadi, dooba dooba (A) main sahil
(Bm) Main hoon tujh mein fanaa, tu hi mera (A) hai haasil
(Bm) Jab se tu o (A) sanam, meri (G) baahon mein (A) hai
Ek (Bm) ujaala sa (A) dil, ki (G) panaahon mein (A) hai
Tum ho mera (C#m) pyaar, tumse hai karaar
Tumko hi (G#) basaaya maine yaadon (A#) mein
Tumse hai (C#m) nasha, tumse hai khumaar
Tumko hi (G#) sajaya maine khwaabon (A#) mein
Tum ho mera (C#m) pyaar, tumse hai karaar
Tumko hi (G#) basaaya maine yaadon (A#) mein
Tumse hai (C#m) nasha, tumse hai khumaar
Tumko hi (G#) sajaya maine khwaabon (A#) mein