Sanam Mere Sanam Chords - Mithoon & Arjun Kanungo

profile
Rahul Pandey
Apr 29, 2018   •  2603 views

Capo - 3rd Fret

(C) Tapte hue (D) sehra mein
(Em) Mile aabshaar (G) jaise
(C) Mujhko toh hai is (D) jahaan mein
Mila (Em) tera pyaar (G) aise

(C) Tapte hue (D) sehra mein
(Em) Mile aabshaar (G) jaise
(C) Mujhko toh hai is (D) jahaan mein
Mila (Em) tera pyaar (G) aise

Sanam mere (C) sanam (D)
Ye tera (Em) karam (D)
Bana rahe (C) yunhi (D)
Kabhi na ho ye (G) kam (D)
Sanam mere (C) sanam (D)
Ye tera (Em) karam (D)
Bana rahe (C) yunhi (D)
Kabhi na ho ye (G) kam (D)

(C) (G) (Em) (D)
(C) (G) (Em) (D)

Meri (Bm) aankhon ko (C) hamesha
Tere (Am) khwaabon ne (G) nawaaza
Mere (Bm) waaste (C) raha tu
(Am) Mausam koi (D) pyaara sa

(C) Daur-e-khiza mein koi (D) aaye
(Em) Banke bahaar (G) jaise
(C) Mujhko toh hai is (D) jahaan mein
Mila (Em) tera pyaar (G) aise

Sanam mere (C) sanam (D)
Ye tera (Em) karam (D)
Bana rahe (C) yunhi (D)
Kabhi na ho ye (G) kam (D)

(C) (G) (Em) (D)
(C) (G)

Teri (Bm) qurbaton ne (C) mujhko
(Am) Tanhai mein (G) sambhaala
Tune (Bm) baahon mein (C) sameta
Tha main (Am) jab bikharne (D) wala

(C) Tanha kahin ik (D) bashar ko
Mile (Em) ghamguzaar (G) jaise
(C) Mujhko toh hai is (D) jahaan mein
Mila (Em) tera pyaar (G) aise

Sanam mere (C) sanam (D)
Ye tera (Em) karam (D)
Bana rahe (C) yunhi (D)
Kabhi na ho ye (G) kam (D)
Sanam mere (C) sanam (D)
Ye tera (Em) karam (D)
Bana rahe (C) yunhi (D)
Kabhi na ho ye (G) kam (D)

 



   

Profile of Kedar Devasthali
Kedar Devasthali  •  2y  •  Reply
Strumming pattern anyone