Capo - 4th Fret

(C) Jhoola jhulaye ye panghat
(C) Nadiya kinare ye aangan
(Am) Nindiya tu aana hawa ke sang
(Am) Mujhko bhi tu dikhana apne rang

(C) Suno mere dil jani ye kahani mani
(C) Ik din mere sang yeh jahan tha
(Am) Mera kuch or tera bhi armaan
(Am) Jane dil main kya kuch ya basaa tha

(C) Ye meri hai ka(F)hani
(C) Ye me(F)ri ka(C)hani

(C) Jhoola jhulaye ye panghat
(C) Nadiya kinare ye aangan
(Am) Nindiya tu aana hawa ke sang
(Am) Mujhko bhi tu dikhana apne rang

(C) Tera mera galiyon main yu phirna
(C) Phirte phirte raato ko yu thakna
(Am) Thak ke nani ki godi main sona
(Am) Pariyon ke des jake na aana

(C) Ye meri hai ka(F)hani
(C) Ye me(F)ri ka(C)hani

(C) Koi fikar thi na koi bahana
(C) Mutthi main tha jaise zamana
(Am) Kachhi zubaan mein wo geet gana
(Am) Naye khilone sab ko dikhana

(C) Maan liya zindagi se zyada
(C) Chin gaya wo jis ne kiya wada
(Am) Kaun laye wo pal jo suhane
(Am) Beete the jo wo guzare zamane

(C) Ye meri hai ka(F)hani
(C) Ye me(F)ri ka(C)hani

1



  1