Capo - 5th Fret

(Am) Khamoshiyan (C) awaaz hain
Tum (Em) sunne to (G) aao (Dm) kabhi
Choo(Am)kar tumhe khil (C) jayengi
Ghar (Em) inko (G) bulao (Dm) kabhi

(F) Bekarar hai baat karne ko
(G) Kehne do inko (E) zara

(F) Khamoshiyan (Dm)
Teri (G) meri (C) Khamoshiyan
(F) Khamoshiyan (Dm)
Lipti (G) hui (C) Khamoshiyan (Em) (Am)

(Am) Kya us gali mein kabhi tera jaana (Dm) hua
(G) Jahan se zamaane ko guzre zamaana (C) hua
(Am) Mera samay to wahin pe hai thehra (Dm) hua
(G) Bataaun tumhe kya mere sath kya kya (C) hua

(Am) Khamoshiyan ek (C) saaz hai
Tum (Em) dhun koi laao (Dm) zara
(Am) Khamoshiyan (C) alfaaz hain
Kabhi (Em) aa gunguna le (Dm) zara
(F) Bekarar hain baat karne ko
(G) Kehne do inko (E) zara

(F) Khamoshiyan (Dm)
Teri (G) meri (C) Khamoshiyan
(F) Khamoshiyan (Dm)
Lipti (G) hui (C) Khamoshiyan (Am)

(Am) Nadiya ka paani bhi khamosh behta (Dm) yahan
(G) Khili chandni mein chipi lakh (C) khamoshiyan
(Am) Baarish ki boondon ki hoti kahaan hai (Dm) zubaan
(G) Sulagte dilon mein hai khamosh uthta (C) dhuaan

(Am) Khamoshiyan (C) aakaash hai
Tum (Em) udne to aao (Dm) zara
(Am) Khamoshiyan (C) ehsaas hai
Tumhe (Em) mehsoos hoti hai (Dm) kya

(F) Bekarar hain baat karne ko
(G) Kehne do inko (E) zara

(F) Khamoshiyan (Dm)
Teri (G) meri (C) Khamoshiyan
(F) Khamoshiyan (Dm)
Lipti (G) hui (C) Khamoshiyan (Am)

32



  32

Profile of Alok Gupta
Alok Gupta  •  8w  •  Reply
D-DUDU-D
Profile of Mahesh Kr Minz
Mahesh Kr Minz  •  24w  •  Reply
D DUDU
Profile of Aseem Jindal
Aseem Jindal  •  1y  •  Reply
Streaming pattern??
Profile of Argha Mondal
Argha Mondal  •  38w  •  Reply
D DUDU
Profile of Rishab Jung Thapa
Rishab Jung Thapa  •  2y  •  Reply
wowo gand maro sab yesmey
Profile of Shubham Verma
Shubham Verma  •  5y  •  Reply
sir where I can post my blogs to get more views