Capo on 2nd Fret

[ (Em) Iss qadar (D) tumse hume (C) pyaar (Em) ho gaya

(D) Hadd se zyada (C) hadd se (Em) paar ho gaya ] (×2)

(Am) Din teri (G) chahaton mein (Bm) guzarne (D) lage

(Em) Dil kahe har (D) gali tumse (c) milne (Em) chalein

(Em) Pehlu mein (D) hardum (C) baithe (Em) rahein

(Am) Doobe rahein (D) teri (Em) aankhon mein

(Em) Iss qadar (D) tumse hume (C) pyaar (Em) ho gaya

(D) Hadd se zyada (C) hadd se (Em) paar ho gaya

(Em, D, C, Em) (×2)

(Em) Humein ishq hai teri yaadon se

(G) Humein ishq hai teri (D) baaton se

(Bm) Tere neend mein aate khwabon se

(D) Tere saath hui (C) mulakaton se

(Em) Mujhe ishq hai tere tere chhone se

(G) Mujhe ishq hai tere hone se

(Bm) Tere haath mein apne haathon se

(D) Tere saath kare (C) din raaton se

[ (C) Chehre ko (D) tere dekha (Em) karein ] (×2)

(Em) Leke tujhe inn baahon mein

(Em) Iss qadar (D) tumse hume (C) pyaar (Em) ho gaya

(D) Hadd se zyada (C) hadd se (Em) paar ho gaya

(Em) Aankhein yeh mujhse kahein

(Em) Bas tumko yeh takti rahein

(Em) Tu hi Tu basa dil mein hardum bepanah

(Em) Dil toh chahe de de tujhko

(Em) Phoolon se bhari raahein

(Em) Tumhari har adaa tumhari har nazar

(Em) Pe hum marne lage

(Em) Unn pe hum marne lage

[ (Em) Is qadar tumse pyaar ho gaya

(Em) Is qadar dil nisaar ho gaya

(Em) Is qadar bekaraar ho gaya

(Em) Is qadar ab khumaar ho gaya ] (×2)

Music: Sachet- Parampara

Lyricist: Sayeed Quadri

Thank you❤

0



  0