ek nai soch
life m bahut sari pareshaniya aati h or hamm ouss pareshani se nahi ladte kyu?
Jab ki hamme pata hota h es pareshani ke baad hame jo chahiye mil jayega chahe wo sahi ho ya galat fir kyu nahi hamm ladte ouss kathinai se kyu hamm thodi si bhi muskhi dekh kar bhag jate h .
Eska ek bahut bada resone h wo ye h ki ham khud apne aap par visvaas nahi rakhte, jab ki hamee pata h bus yahi ek rasta h aage badne kaa ouss ki koshis m lage rehte h mager dar laga rehta hai man m ke yrr ye easy to h m kar bhi raha hu mager nahi hoga shayad
, ye jo shayad word hamm dil m chupa kar rakhte h naa yahi wo resone h hamm jo chahta h wo nahi mil pata ye shayad word bus dil m hi rehta ouro ko to bus aap dikha rhe hote ho ki m khoshis kar rha hu lekin kiya wo shayad wala jo word h ke yrr nahi hoga yahi sabse bada resone h successful na hone kaa .
Nehaparmar