Taare Zameen Par Chords (Title Track) - Shankar Mahadevan

profile
Miraya Jain
May 29, 2018   •  6348 views

Capo - 2nd Fret

(D) Dekho Inhe Yeh Hai (Em) Oss Ki Boondein
(D) Patton Ki God Mein (Em) Aasmaan Se Koodein
(D) Aangdai Le Phir (Em) Karwat Badal Kar
(D) Naazuk Se Moti (Em) Hans De Phisal Kar

(D) Kho Na Jaaye (C) Ye
(G) Taare Za(D)meen Par

(D) Yeh To Hain Sardi Mein (Em) Dhoop Ki Kirne
(D) Utare Jo Aangan Ko (Em) Sunhera Sa Karne
(D) Mann Ke Andheron Ko (Em) Roshan Sa Kar Dein
(D) Thithurti Hatheli Ki (Em) Rangat Badal Dein

(D) Kho Na Jaaye (C) Ye
(G) Taare Za(D)meen Par

(D) Jaise Aankhon Ki Dibiya Mein Nindiya
(D) Aur Nindiya Mein Meetha Sa Sapna
(G) Aur Sapne Mein Mil Jaaye
Fa(Em)rishta Sa (D) Koi

(D) Jaise Rangon Bhari Pichkari
(D) Jaise Titliyan Phoolon Ki Kyari
(D) Jaise Bina Matlab Ka Pyara
(Em) Rishta Ho (D) Koi

(D) Yeh To Aasha Ki Le(G)har Hai
Yeh To (D) Ummed Ki (G) Sehar Hai
Khushi(D)yon Ki Leher (G) Hai

(D) Kho Na Jaaye (C) Ye
(G) Taare Za(D)meen Par

(D) Dekho Raaton Ke Seene Pe Yeh Toh
(D) Jhilmil Kisi Lau Se Ugey Hai
(D) Yeh To Amboya Ki Khusboo Hai
Baa(Em)gon Se Beh Cha(D)le

(D) Jaise Kaanch Mein Choodi Ke Tukde
(D) Jaise Khiley Khiley Phoolon Ke Mukhde
(D) Jaise Bansi Koi Bajaye
(Em) Pedon Ke Ta(D)ley

Yeh To (D) Jhonke Hain Pa(G)wan Ke
Hain Yeh (D) Ghungharoo Jee(G)wan Ke
Yeh To (D) Sur Hai Chaman (G) Ke

(D) Kho Na Jaaye (C) Ye
(G) Taare Za(D)meen Par

(D) Mohalley Ki Raunak, (Em) Galiyaan Hai Jaise
(D) Khilney Ki Zid Par, (Em) Kaliyaan Hai Jaise
(D) Mutthi Mein Mausam Ki, (Em) Jaise Hawayein
(D) Yeh Hain Buzurgon Ke, (Em) Dil Ki Duwayein

(D) Kho Na Jaaye (C) Ye
(G) Taare Za(D)meen Par

(D) Kabhi Baatein Jaise Dadi Nani
(D) Kabhi Chalkein Jaise Mum Mum Paani
(D) Kabhi Ban Jaaye Bhole
(Em) Sawaalon Ki (D) Jhadi

(D) Sannate Mein Hasi Ke Jaise
(D) Soone Hothon Pe Khushi Ke Jaise
(D) Yeh To Noor Hai Barse Gar
Teri (Em) Kismat Ho (D) Badi

(D) Jaise Jheel Mein Lehraye Chanda
(D) Jaise Bheed Mein Apne Ka Kandha
(D) Jaise Man mauji Nadiya
Jhaag (Em) Udaye Kuch (D) Kahe

(D) Jaise Baithe Meethi Si Jhapki
(D) Jaise Pyaar Ki Dheemi Si Thapki
(D) Jaise Kaanon Mein Sargam
Hardam (Em) Bajti Hi (D) Rahe

(D) Kho Na Jaaye (C) Ye
(D) Kho Na Jaaye (C) Ye
(D) Kho Na Jaaye (C) Ye

3



  3

Profile of Anindya Debnath
Anindya Debnath  •  4y  •  Reply
Em dsnt go with song..