Capo - 2nd Fret

(D) Yeh lamha (G) jo thehra hai
(D) Tera hai (G) ya mera hai
(A) Yeh lamha main jee loon (G) zara

(D) Tujh mein khoya rahoon main
(Bm) Mujh mein khoyi rahe tu
(G) Khudko dhoondh lenge (A) phir kabhi

(D) Tujhse milta rahoon main
(Bm) Mujhse milti rahe tu
(G) Khud se hum milenge (A) phir kabhi
Haa (G) phir kabhi

(D) Kyun bewajah gun(Bm)gunaye
(D) Kyun bewajah mus(Bm)kuraye
(G) Palkein chamakne (A) lagi hai
(G) Ab khwaab kaise (A) chupaaye

(D) Behki si (G) baatein kar lein
(D) Hans hans ke (G) aankhen bhar lein
(A) Ye behoshiyan phir (G) kahan

(D) Tujh mein khoya rahoon main
(Bm) Mujh mein khoyi rahe tu
(G) Khudko dhoondh lenge (A) phir kabhi

(D) Tujhse milta rahoon main
(Bm) Mujhse milti rahe tu
(G) Khud se hum milenge (A) phir kabhi
Haa (G) phir kabhi

(D) Dil pe taras aa raha hai
(G) Pagal kahin ho na jaaye
(D) Woh bhi main sun ne laga hoon
(G) Jo tum kabhi keh na paaye

(D) Ye subah (G) phir aayegi
(D) Ye shaamein (G) phir aayengi
(A) Ye nazdeekiyaan phir (G) kahan

(D) Tujh mein khoya rahoon main
(Bm) Mujh mein khoyi rahe tu
(G) Khudko dhoondh lenge (A) phir kabhi

(D) Tujhse milta rahoon main
(Bm) Mujhse milti rahe tu
(G) Khud se hum milenge (A) phir kabhi
Haa (G) phir kabhi

11



  11

Profile of Ringjoy Jarasa
Ringjoy Jarasa  •  1y  •  Reply
Where is strumming
Profile of Chiranjeev Mohanty
Chiranjeev Mohanty  •  1y  •  Reply
DUU DUU DDU
Profile of Daksh Sharma
Daksh Sharma  •  41w  •  Reply
D UUD UUD