Main Phir Bhi Tumko Chahunga Chords - Half Girlfriend

profile
Miraya Jain
Mar 29, 2018   •  76813 views

Capo - 1st Fret

Tum (Am) mere ho (Em) is pal (C) mere ho
Kal (G) shayad (Am) ye (F) aalam na rahe
Kuch (Am) aisa ho tum (C) tum na (Em) raho
Kuch (C) aisa (G) ho hum, (F) hum na rahe

Ye (C) raaste alag ho jaaye
(F) Chalte chalte hum (Am) kho jaaye

Main (Am) phir bhi tumko (G) chahunga
Main (C) phir bhi tumko (F) chahunga
Main (Am) phir bhi tumko (G) chahunga
Main (C) phir bhi tumko (F) chahunga
Iss (Am) chahat mein mar (G) jaaunga
Main (C) phir bhi tumko (F) chahunga

Meri (Dm) jaan mein har (G) khamoshi le
Tere (F) pyaar ke nagme (Am) gaaunga (F) (G) mmm

Main (Am) phir bhi tumko (G) chahunga
Main (C) phir bhi tumko (F) chahunga
Is (Am) chahat mein mar (G) jaaunga
Main (C) phir bhi tumko (F) chahunga

(F) Aise zaroori ho (Am) mujhko tum
(F) Jaise (G) hawayein (Am) saanson ko
(F) Aise talaashun (Am) main tumko
(F) Jaise ki (G) per (Am) zameeno ko

(G) Hasna ya (Am) rona ho mujhe
(G) Paagal sa (Am) dhoondu main tumhe
Kal (F) mujhse mohabbat (Am) ho na ho
Kal (F) mujhko ijazat (Am) ho na ho

(Dm) Toote dil ke (G) tukde lekar
Tere (F) darr pe hi reh (Am) jaaunga (F) (G) mmm

Main (Am) phir bhi tumko (G) chahunga
Main (C) phir bhi tumko (F) chahunga
Is (Am) chahat mein mar (G) jaaunga
Main (C) phir bhi tumko (F) chahunga

(F) Tum yun mile ho (Am) jabse mujhe
(F) Aur (G) sunehari main (Am) lagti hoon
(F) Sirf labon se nahi (Am) ab toh
(F) Poore (G) badan se (Am) hansti hoon

Mere (G) din raat (Am) salone se
Sab (G) hai tere hi (Am) hone se
Ye (F) saath hamesha (Am) hoga nahi
Tum (F) aur kahi main (Am) aur kahi

(Dm) Lekin jab yaad (G) karoge tum
Main (F) banke hawaa aa (Am) jaaunga (F) (G) mmm

Main (Am) phir bhi tumko (G) chahunga
Main (C) phir bhi tumko (F) chahunga
Is (Am) chahat mein mar (G) jaaunga
Main (C) phir bhi tumko (F) chahunga

6



  6

Profile of Hridyansh Verma
Hridyansh Verma  •  1y  •  Reply
Strumming pattern?
Profile of Jail Jaayenge
Jail Jaayenge  •  24w  •  Reply
First four lines mein single strums and uske baad du chuck du chuck
Profile of Utkarsh Puri
Utkarsh Puri  •  1y  •  Reply
Main (Am) phir bhi tumko (G) chahunga Main (C) phir bhi tumko (F) chahunga- after this stanza, we can simply just play D open, it'll be good but its optional :)