Kaisa Ye Ishq Hai (Isq Risk) Chords - Mere Brother Ki Dulhan

profile
Miraya Jain
Mar 20, 2018   •  16347 views

Capo - 1st Fret

(Dm) Koi bole dariya hai (Am) kaisa kaisa hai ishq
(Dm) Koi maane sehra hai (Am) kaisa kaisa hai ishq
(Dm) Koi bole dariya hai (Am) kaisa kaisa hai ishq
(Dm) Koi maane sehra hai (Am) kaisa kaisa hai ishq

Koi (Am) sone sa tole re
Koi (F) mati sa bole re
Koi (G) bole ke chaandi ka hai (Am) chura
Hota (Am) aise ye mauke pe
Roka (F) jaaye na roke se
Achha (G) hota hai hota hai ye (Am) bura

Kaisa ye ishq (Am) hai (F) ajab sa risk (Am) hai
Kaisa ye ishq (Am) hai (F) ajab sa risk (Am) hai

(Am) Muskilon mein ye daale, Jo bhi chaahe kara le
(F) Badle yeh dilon ke (G) faisle
(C) Mann ka mauji, ishq to ji
(F) Albeli si raahon pe (Am) le chale

(Am) Muskilon mein ye daale, Jo bhi chaahe kara le
(F) Badle yeh dilon ke (G) faisle
(C) Mann ka mauji, ishq to ji
(F) Albeli si raahon pe (Am) le chale

Koi (Am) peeche na aage hai
Phir bhi (F) jaane kyun bhaage hai
Maara (G) ishq ka, ishq ka dil (Am) mera, dil mera
Iske (Am) uske ye hisse mein
Tere (F) mere ye kisse mein
Maula (G) seekhe bin, seehke bih de (Am) sikha

Kaisa ye ishq (Am) hai (F) ajab sa risk (Am) hai
Kaisa ye ishq (Am) hai (F) ajab sa risk (Am) hai

(Am) (F) (G) (Am)

(Am) Naina laage to jaage, bina dori ya dhaage
(F) Bandhte hai do naina (G) khwaab se
(C) Na ata ho, na pata ho
(F) Kore naino mein koi (Am) aa basse

(Am) Naina laage to jaage, bina dori ya dhaage
(F) Bandhte hai do naina (G) khwaab se
(C) Na ata ho, na pata ho
(F) Kore naino mein koi (Am) aa basse

Iska (Am) uska na iska hai
Jaane (F) kitna hai kiska hai
Kaisi (G) bhasha mein, bhasha mein hai (Am) likha, yeh ishq
Iske (Am) uske ye hisse mein
Tere (F) mere ye kisse mein
Maula (G) seekhe bin, seehke bih de (Am) sikha

Kaisa ye ishq (Am) hai (F) ajab sa risk (Am) hai
Kaisa ye ishq (Am) hai (F) ajab sa risk (Am) hai

 



   

Profile of AmøRp Yt
AmøRp Yt  •  1y  •  Reply
You can try chords. Em...C...D
Profile of Instruments With Aditya
Instruments With Aditya  •  1y  •  Reply
For pre chorus of this song try heartbeat style