Baadalon Ki Gehrayi Mein Chords - Lucky Ali

profile
Miraya Jain
May 29, 2018   •  971 views

Capo - 5th Fret

(Am) Baadalon ki (G) gehrayi mein (F) soche kya (E) huzoor
(Am) Unche unche (G) chehre hain, (F) zameen se kitne (E) door
Aahein (Am) bharti (G) hain yeh (F) thandi (E) hawa
(Am) Aisi rangeen (G) raahon mein ab (F) hamko kya (E) hua

(Am) Chaand se (G) taaron ka hai,(F) aapas ka (E) faasla
(Am) Beech mein yeh (G) gahna hai, yeh (F) gahna duni(E)ya
Is (Am) duniya (G) ko keh(F)te maj(E)boor
Mi(Am)tadiya khud (G) hasti ko yeh (F) hai kiska ku(E)soor

(Am) Tamanna hai yahi, (G) aise yun kabhi
(F) Hum basaayein koi, naya (E) jahaan
(Am) Aashnaa ho yeh dil, (G) pyaar ke kaabil
(F) Saaz aesi bhi ho, sune ja(E)haan

(Am) Musaafir ko mile (G) raasta
(F) Zamane ko mile (E) waasta

(Am) Kaise kaise (G) parwaano ki (F) baatein mash(E)hoor
(Am) Jaise ye naz(G)raane hai vai(F)se hai ye sa(E)roor
(Am) Hai yakeen dil (G) mein, (F) Subha aayegi za(E)roor
(Am) Mitega yeh and(G)hera, Hoga (F) har ek shay mein (E) noor

(Am) Pyaar karte idhar, (G) shay bante idhar
(F) Daastan-E-sifar sunoh (E) yahan
(Am) Yeh bhi honge khafa, (G) kya pata kya gila
(F) Har kadam pe mile koi (E) naya
(Am) Musafir ko mile (G) raasta
(F) Zamaane ko mile (E) vaasta