Woh Ladaki Hai Kahan (Guitar Chords)

profile
Manoj Yadav
Mar 03, 2022   •  7136 views

(Capo) - 1 Fret

(D) Jise dhundta hoon main har kahin jo kabhi mili mujhe hai nahin

(G) Mujhe jiske pyaar par (G) ho yakeen woh (C) ladki hai (D) kahaan

(D) Jise sirf mujhse hi pyaar ho jo yeh kehne ko bhi taiyaar ho

(C) Suno tum hi mere dil (C) daar ho woh (A) ladki hai (G) kahaan

(D) Jo tumhaare khwaabon mein hai basi woh haseen moorti pyaar ki

(G) Milegi tumhe kabhi (G) na kabhi zara (C) dekho yahaan (D) wahaan

(D) Chalo dhundte hain hum tum kahin woh pari woh hoor woh naazneen

(C) Jise dekho toh kaho (C) tum wohi arre (A) yeh toh hai (G) yahaan

(G) Jaane kyon khayaal aa (C) ya mujhe ke woh lad (A) ki kahin tum toh na(D)hin

(G) Tum mein hain woh saari (C) khubiyaan tha jinko (A) dhundta main har ka(D)hin

(D) Tumhe dhoka lagta hai ho gaya mujhe hai samajh liya jaane kya

(C) Na main hoon pari na main (C) apsara karo (A) tum na yeh (G) ghumaan

(D) Jise dhundta hoon main har kahin jo kabhi mili mujhe hai nahin

(G) Mujhe jiske pyaar par (G) ho yakeen woh (C) ladki hai (D) kahaan

(G) Maan lo agar main (C) yeh kahoon ke mere (A) khwaabon mein tum hi to (D) ho

(G) Jaan lo mera ar(C)maan hai ke mere (A) saath hi ab tum ra(D)ho

(D) Mujhe tumne kya yeh samjha diya mere dil ko jaise dhadka diya

(C) Mere tan-badan ko pigh(C)la diya woh su(A)naaye daas(G)taan

(D) Jise dhundta hoon main har kahin jo kabhi mili mujhe hai nahin

(G) Mujhe jiske pyaar par (G) ho yakeen woh (C) ladki hai (D) kahaan

1



  1