(F), (C), (E7), (Am), (G)
Aaaa Aaaa
Dekho (F) Dekho Kaisi baatein yahan ki
Hain (C) saath par Hain saath na bhi
Kya (E7) itni (Am) aasaan (G) hain
Dekho (F) Dekho Jaise mere iraaday
Waise (C) kahaan Tere yahan the
Haan (E7) kitni (Am) naadan (G) main
[Chorus 1]
(F) Mere husn ke ilawa
Kabhi (C) dil bhi (G) maang lo na
(F) Haye pal mein
Main pighal jaun (G) haan
(F) Ab aisa na karo
Ke (C) dil judna (G) paye wapis
Teri (F) baaton
Se bikhar jaun (G) haan
[Verse 2]
(F) Mana zamana hai deewana
(C) Isilye tune na jana
(E7) Tere liye main
(Am) Kaafi (G) hoon
(F) Dekho Dekho Yeh zamane se thak kar
(C) Atey ho kyun masoom ban kar?
(E7) Tere liye main
(Am) Kya hi (G) hoon?
[Chorus 2]
(F) Phir aatey kyun yahan
Karne (C) aankhon mein (G) Ho baarish?
(F) Ab aye
Toh theher jao (G) na
Aur (F) poocho na zara
Mere (C) din ke bare (G) mein bhi
Bas (F) itne mein Sambhal jaun (G) haan
[Post-Chorus]
Haan (F) ek din Kabhi (Am) koi
Jab bhi (F) padhe Kahani (C) teri
Lagta (E7) mujhe Mere naam (Am) ka
Zikr (F) kahin Bhi hoga (G) nahin
[Bridge]
(C) Haan
Main (Am) yahin
Meri yeh (F) aankhon mein
Aankhon mein toh (G) dekho
(C) Dekho yeh dil ka haal kya
(Am) Hothon se hota na bayan
Meri yeh (F) aankhon mein
Aankhon mein toh (G) dekho
(C) Kaisa naseeb hai mera
Milke bhi (Am) na mujhe mila
Meri yeh (F) aankhon mein
Aankhon mein toh (G) dekho
(C) Teri adhuri si wafa
Maangu main (Am) maangu aur na
Meri yeh (F) aankhon mein
Aankhon mein toh (G) dekho
[Verse 3]
(F) Dekho Dekho Kaisi kheenchi lakeerein
(C) Chahe bhi dil toh bhi na jeete
Main (E7) iss daud (Am) mein (G) nahin
(F) Dekho Dekho Kaisi baatein yahan ki
(C) Baatein yahi dekhoon jahan bhi
Main (E7) iss daur se (Am) nahin