Capo - 1st Fret

(C) Saansein meri ab (Am) befikar hain
(C) Dil mein base kaise ye (F) pal (G) hain
(C) Baatein (F) sambhal jaa (C) rahi hai
(C) Palkon mein (F) yun hi hansi (G) hai

(C) Man mein (G) chhupi kaisi ye dhun (Am) hai (G)
(C) Har khwaa(Dm)ishein uljhi kidhar (G) hai
(C) Pairon se (F) zakhmi zameen (G) hai
(C) Nazrein bhi the(F)hri hui (G) hai
Hai (Am) ruki har (G) ghadi
(G) Hum hai chale (G) raahein (C) yahi

(C) Ye man(G)zilein humse (Am) khafa (G) thi
In (C) parchaaiyon si bew(G)afa thi
(C) Baahon mein ab (F) khoyi hai raa(G)tein
(C) Haathon mein khu(F)li hai ye (C) shaamein
Ye (Am) subha hai (G) nayi
(G) Hum hai (G) chalein raahein (C) yahi

Main (C) apne hi mann ka ha(G)usla hoon
Hai (C) soya jahan par main (G) jaaga ho(C)on
Main (C) peeli (G) sehar ka (C) nasha hoon
Main (C) madhosh (G) tha ab main (C) yahan hoon

(C) Saansein meri ab (F) befikar (G) hai
(C) Dil mein base kaise ye pal (F) hai
(C) Nagme (F) khile hai ab (C) saare
(G) Pairon (F) taley hai mash (C) aalein
Tham (Am) gayi hai (G) zameen
(G) Hum hai chalein (C) raahein yahi

Main (C) apne hi mann ka ha(G)usla hoon
Hai (C) soya jahan par main (G) jaaga ho(C)on
Main (C) apne hi mann ka ha(G)usla hoon
Hai (C) soya jahan par main (G) jaaga ho(C)on

2



  2