Capo - 2nd Fret

(Am) Dhoop se (Em) nikal ke
(F) Chaanv se (G) phisal ke
(C) Hum mile (F) jahaan par
(Am) Lamha tham (G) gaya

(Am) Aasmaan (Em) pighal ke
(F) Sheeshe mein (G) dhal ke
(C) Jam gaya to (F) tera
(Am) Chehra ban (G) gaya

Duniya (C) bhula ke
Tumse (G) mila hoon
Nikli hai (F) dil se ye (G) duaa

(F) Rang de tu (G) mohe (C) Gerua
(C) Ranjhe ki (F) dil se hai (G) duaa
(C) Rang de tu (G) mohe (C) gerua

Haan (Am) nikli hai (G) dil se ye (C) duaa (Em)
Ho (C) Rang de tu (G) mohe (C) gerua

(Am) (F) (G) (C)

Ho tumse se (Am) shuru, tumpe (Dm) fanaa
Hai (G) Sufiyana yeh (C) dastaan (E)
Main (Am) kaarwaan manzil ho (Dm) tum
Jaata (G) jahaan ko har (C) raasta

(Am) Tumse (Em) judaa jo
(F) Dil zaraa (G) sambhal ke
(C) Dard ka wo (F) saara
(Am) Kohra chhan (G) gaya

Duniya (C) bhula ke
Tumse (G) mila hoon
Nikli hai (F) dil se ye (G) duaa

(F) Rang de tu (G) mohe (C) gerua
(C) Ranjhe ki (F) dil se hai (G) duaa
(C) Rang de tu (G) mohe (C) gerua

O veeraan (Am) tha, dil ka (Dm) jahaan
Jis din se (G) tu daakhil (C) hua (E)
Ik jism (Am) se, ik jaan (Dm) ka
Darza (G) mujhe haasil (C) hua

Haan (Am) pheeke hain (Em) saare
(F) Naate (G) jahaan ke
(C) Tere saath (F) rishta
(Am) Gehra ban (G) gaya

Duniya (C) bhula k
Tumse (G) mila hoon
Nikli hai (F) dil se ye (G) duaa

(F) Rang de tu (G) mohe (C) gerua
(C) Ranjhe ki (F) dil se hai (G) duaa
(C) Rang de tu (G) mohe (C) gerua

Haan (Am) nikli hai (G) dil se ye (C) duaa (Em)
Ho (C) Rang de tu (G) mohe (C) gerua

6



  6