Dil Ye Bekarar Kyun Hai Chords - Players

profile
Manish Chauhan
Apr 18, 2018   •  2738 views

(Am) Kyun raaton ko main ab (F) chain se
So na (Am) sakoon (F) oo
(Am) Kyun aata nahi mujhe (F) din mein bhi
Chain o (Am) sukoon (F) oo
(Am) Kyun aisa hota hai main (F) khud se hi
Baatein (Am) karoon (F) oo
(Am) Kyun tu jo bole koi (F) sune na
Woh main hi (G) sunu

Dil ye (C) bekarar kyun hai
Is pe (Am) dhun sawaar kyun hai
Kyun hai (F) ye khumaar kyun hai
Tu (G) bataa
Tera (C) intezar kyun hai
Tujhpe (Am) aitbaar kyun hai
Kyun hai (F) ye khumar kyun hai
Tu (G) bata

Tu (C) bata (Am) (G)
Tu (C) bata (F) (G)

(Am) Kyun tujhe dekhe bina (F) aata nahi
Dil ko (Am) sabar (F) oo
(Am) Kyun tere chehre se (F) hat ti nahi
Yeh (Am) nazar (F) oo
(Am) Kyun tujhe paake mujhe (F) rehta hai
Khone ka (Am) darr (F) oo
(Am) Kyun tere siva saari (F) duniya se
Hoon main (G) bekhabar

Dil ye (C) bekarar kyun hai
Is pe (Am) dhun sawaar kyun hai
Kyun hai (F) ye khumaar kyun hai
Tu (G) bata
Tera (C) intezar kyun hai
Tujhpe (Am) aitbaar kyun hai
Kyun hai (F) ye khumar kyun hai
Tu (G) bata

Tu (C) bata (Am) (G)
Tu (C) bata (F) (G)

(C) Ye pyaar hai jo (Dm) tujhe ho gaya hai
Na (F) jaane kyun (Em) tu is se (Dm) tha (G) bekhabar
(C) Jo aaj kal yeh (Dm) tujhe ho raha hai
(F) Nahi aur (Em) kuch pyaar (Dm) ka hai (G) asar

(Am) Kyun tere jalwo ka (F) chat ta nahi
Hai (Am) dhuaan (F) oo
(Am) Kyun chale hawa toh (F) lage ki jaise
Tune (Am) chua (F) oo
(Am) Kyun maangta hai dil (F) tere liye
Roz (Am) dua (F) oo
(Am) Kyun ho raha jo (F) pehle mujhe
Na (G) hua

Dil ye (C) bekarar kyun hai
Is pe (Am) dhun sawaar kyun hai
Kyun hai (F) ye khumaar kyun hai
Tu (G) bata
Tera (C) intezar kyun hai
Tujhpe (Am) aitbaar kyun hai
Kyun hai (F) ye khumar kyun hai
Tu (G) bata

Tu (C) bata (Am) (G)
Tu (C) bata (F) (G)