[STARTING]
G#m
(G#m)Lafz kitne (E)hi tere (G#m)pairon se lipte honge
(G#m)Tune jab (E)aakhiri khat (G#m)mera jalaya hoga
(G#m)Tune jab (E)phool, (G#m)kitabon se (E)nikaale (G#m)honge
(G#m)Dene waala bhi tujhe (E)yaad toh aaya (G#m)hoga
[MUSIC]
G#m, E (x4)
(G#m)Teri (Gb)aankhon ke dariya (E)ka
utarna (G#m)bhi zaroori tha
(G#m)Mohabbat (Gb)bhi zaroori (E)thi
(G#m)Bichadna bhi zaroori tha
Zaroori (Dbm)tha ki
Hum (Gb)dono tawaaf-(E)e-aarzoo(G#m) karte
Magar (Gb)phir aarzu’on (E)ka
bikharna (G#m)bhi zaroori tha
Teri (Gb)aankhon ke dariya(E) ka
Utarna(G#m) bhi zaroori tha
[MUSIC]
G#m, Gb, E, G#m
G#m, Gb, G#m
(G#m)Bataao (Dbm)yaad hai tumko
Woh jab (G#m)dil ko churaya tha
Churaai (Dbm)cheez ko tumne
Khuda ka (G#m)ghar banaya tha
(G#m)Woh jab kehte thhe
Mera (Gb)naam tum (E)tasbih mein padhte (G#m)ho
Mohabbat (G#m)ki Namaazo (Gb)ko
Kara (E)karne se darte (G#m)ho
Magar (Gb)ab yaad aata hai
Woh baatein (B)thi mahaz (G#m)baatein
Kahin (Gb)baaton hi baaton (E)mein
Mukarna (G#m)bhi zaroori tha
Teri (Gb)aankhon ke dariya(E) ka
Utarna (G#m)bhi zaroori tha
Wahi hai (Dbm)sooratein apni
Wahi main (G#m)hoon, wahi tum ho
Magar (Dbm)khoya huaa hoon main
Magar tum (G#m)bhi kahin gum ho
(G#m)Mohabbat mein dagha ki (Gb)thi
So kaafir the (E)so kaafir (G#m)hain
(G#m)Mili hain manzilein phir (Gb)bhi
Musaafir (E)thhe, musaafir (G#m)hain
Tere dil (Gb)ke nikaale hum
Kahaan (B)bhatke, kahaan (G#m)pahunche
Magar bha(Gb)tke toh yaad (E)aaya
Bhatakna (G#m)bhi zaroori tha
(G#m)Mohabbat (Gb)bhi zaroori (E)thi
(G#m)Bichadna bhi zaroori tha
Zaroori (Dbm)tha ki
Hum (Gb)dono tawaaf-(E)e-aarzoo(G#m) karte
Magar (Gb)phir aarzu’on (E)ka
bikharna (G#m)bhi zaroori tha
Teri (Gb)aankhon ke dariya(E) ka
Utarna(G#m) bhi zaroori tha