Phir Bhi Aas Lagi Hai (2.0) - Sagar Kalra

profile
Hensal D'souza
Dec 01, 2022   •  694 views

Capo On Fourth Fret

For chords with “!” use single down strum.

Strumming pattern D UDUD UDUD(slow BPM).

[(D!)Yaadein aaye (G!)Aur (A!)aa kar yeh (D!)rulaaye

(D!)Par tum yaara (G!)kyun (A!)nazar na (D!)aaye…] (x2)

(D)Yeh dil rote rote teri (G)hi baatein

Karta hai...

(A)Par tu hai ki yaara (D)meri sunta bhi nahi...

(D)Yeh dil teri yaadon mein (G)khoya khoya rehta hai...

(A)Par tu mere baare mein (D)kyun sochta nahi…

Phir bhi aas (D)lagi hai(G!)...(A!)(G!)

Phir bhi aas (D)lagi hai(G!)…(A!)(G!)

Phir bhi (D)aas lagi hai dil mein

(G)Tum aaogi mujhse milne

(A)Chupke chupke keh de dil mein

(D)Deewana

(D)Phir bhi aas lagi hai

Dil mein..(G) tum aaogi mujhse milne

(A)Chupke chupke keh de dil mein

(D)Deewana

(G)Haaye kaha gayi wo raatein

(A)Wo mithi mithi se baatein

(D)Karti thi jo deewana

(G)Deewana (A)tera deewana

(D)Dil deewana..

same for 2nd verse….

1



  1