Capo - 2nd Fret

(Em) Kaise bataaye, kaise jataaye
(Bm) Subah tak tujhme jeena chaahein
(Em) Bheege labon ki, geeli hansi ko
(Bm) Peene ka mausam hai peena (G) chaahein

(Em) Ik baat (D) kahoon kya (C) ijazat hai
(Em) Tere ishq (D) ki mujhko aa(G)dat hai
(Em) Ik baat (D) kahoon kya (C) ijazat hai
(Em) Tere ishq ki (D) mujhko

(Em) Aadat hai (Bm) o (Em) aadat h(G)ai
(Em) Aadat hai (Bm) o (Em) aadat h(G)ai

(Em) (D) (C) (G)

(Em) Ehsaas tere aur (D) mere toh
(D) Ik dooje se judd (C) rahe
(Em) Ik teri talab (Bm) mujhe aisi lagi
(D) Mere hosh bhi udne (C) lage
(C) Mujhe milta sukoon (D) teri baahon mein
(Bm) Jannat jaisi (F#m) ek raahat hai (D)

(Em) Ik baat (D) kahoon kya (C) ijazat hai
(Em) Tere ishq (D) ki mujhko aa(G)dat hai
(Em) Ik baat (D) kahoon kya (C) ijazat hai
(Em) Tere ishq ki (D) mujhko

(Em) Aadat hai (Bm) o (Em) aadat h(Bm)ai
(Em) Aadat hai (Bm) o (C) aadat h(G)ai

(Em) Kyun sabse juda, (G) kyun sabse (D) alag
(D) Andaaz tere (C) lagte
(Em) Besaakhta hum (Bm) saaye se tere
(D) Har shaam lipat(G)te hain
(C) Har waqt mera, (D) qurbat mein teri
(Bm) Jab guzre toh (Em) ibadat hai (D)

(Em) Ik baat (D) kahoon kya (C) ijazat hai
(Em) Tere ishq (D) ki mujhko aa(G)dat hai
(Em) Ik baat (D) kahoon kya (C) ijazat hai
(Em) Tere ishq ki (D) mujhko

(Em) Aadat hai (Bm) o (Em) aadat h(G)ai
(Em) Aadat hai (Bm) o (C) aadat h(G)ai

8



  8

Profile of Sandeep Kumar
Sandeep Kumar  •  4y  •  Reply
Strumming pattern ? Any advise
Profile of Ansh Tiwari
Ansh Tiwari  •  3y  •  Reply
Tru DD UU DUD