Capo - 2nd Fret
(D) Aaina (A) mujhse meri
(G) Paheli si (A) surat (D) maange
(D) Mere (E) apne meri hone ki
Nishaani (D) maange
(D) Main bhatak(E)ta hi raha
Dard ke (D) veerane mein
(D) Waqt (E) likhta raha
(A) Chere pe har pal (D) ka hisaab
(D) Meri (E) shoharat meri deewangi ki
(D) Nazar hui
(D) Pee gayi (E) may ki (A) botle meri
(D) Geeto ki kitaab
(A) Aaj lau(D)ta hoon to
(E) Hasne ki ada (D) bhool gaya
(D) Yeh shahar (E) bhoola mujhe
(A) Main bhi ise (D) bhool gaya
(D) Mere (E) apne meri hone ki
Nishaani (D) maange
(D) Mera fan phir mujhe
(A) Bazaar mein le (D) aaya hai
(D) Yeh vo jagah ke jahan
(E) Mehro vafa bikte (D) hai
(D) Baap bik(G)te hai aur
(A) Lakht-e-jigar bikte (D) hai
(D) Kokh bik(A)ti hai dil bikte hai sar
(D) Bikte hai
(D) Is badalti hui
(A) Duniya ka khuda (D) koi nahi
(D) Saste (G) daamon pe yahan
(A) Roz khuda (D) bikte hai
(D) Mere (E) apne meri hone ki
Nishaani (D) maange