Singer - Asha bhole
(A) O mere sona re sona re sona re
(Bm) O mere sona re sona re sona re
(A) De doongi jaan judaa mat hona re
(D) Maine tujhe zara der mein jaana
(E7) Hua qasoor, khafa mat hona re
(A) O mere sona re sona re sona re
(Bm) O mere sona re sona re sona re
(A) O meri baahon se nikalke
(D) Tu agar mere raste se hat jaayega
(A) Toh lahraake ho balkhaake
(D) Mera saaya tere tan se lipat jaayega
(Bm) Tum chhudaao lakh daaman
(E7) Chhodte hain kab yeh armaan
(A) Ke main bhi saath rahungi, rahoge jahaan
(A) O mere sona re sona re sona re
(Bm) O mere sona re sona re sona re
(A) De doongi jaan judaa mat hona re
(D) Maine tujhe zara der mein jaana
(E7) Hua qasoor, khafa mat hona re
(A) O miyaan hum se na chhupaao
(D) Woh banaawat ki saari adaayein liye
(A) Ki tum ispe ho itraate
(D) Ki main pichhe hoon sau iltijaon liye
(Bm) Jee main khush hoon mere sona
(E7) Jhooth hai kya sach kaho na
(A) Ki main bhi saath rahungi, rahoge jahaan
(A) O mere sona re sona re sona re
(Bm) O mere sona re sona re sona re
(A) De doongi jaan judaa mat hona re
(D) Maine tujhe zara der mein jaana
(E7) Hua qasoor, khafa mat hona re
(A) O phir hum se na ulajhna
(D) Nahin lat aur uljhan mein pad jaayegi
(A) O pachtaaoge kuch aise
(D) Ki yeh surkhi labon ki utar jaayegi
(Bm) Yeh sazaa tum bhool na jaana
(E7) Pyaar ko thokar mat lagaana
(A) Ki chala jaaunga phir main na jaane kahaan
(A) O mere sona re sona re sona re
(Bm) O mere sona re sona re sona re
(A) De doongi jaan judaa mat hona re
(D) Maine tujhe zara der mein jaana
(E7) Hua qasoor, khafa mat hona re