Singer - Shrey Gupta
( E ) Uski baaton mein khanak hai
( A ) Uski aankhon mein udaasi
( Bm7 ) Uske chalne mein lachak hai
( D ) Par wo sehmi hai zara si
( E ) Uski baaton mein khanak hai
( A ) Uski aankhon mein udaasi
( Bm7 ) Uske chalne mein lachak hai
( D ) Par wo sehmi hai zara si
( E ) Uske bheetar ek agan hai
( A ) Par wo sheetal hai hawaa si
( Bm7 ) Waise naazuk hai zari si
( D ) Chubhti bhi hai achhi khaasiii
( E ) Meri jaan jaan jaan
( A ) Mere dil ka ye makaan
( Bm7 ) Meri jaan jaan jaan
( D ) Mere dil ka ye makaan
( E ) Toota phoota hi sahi tu
( A ) Ban ja iska mehmaan
( Bm7 ) Meri jaan jaan jaan
( D ) Mere dil ka ye makaan
( E ) Dard ki ek tees hai tu
( A ) Aur hai khushiyon ki munaadi
( Bm7 ) Zakhm hai tu gehra dil kaa
( D ) Tu hi marham bhi hai saathi
( E ) Yaadon waali khwabon waali
( A ) Har gali kyun tujhko bhaati
( Bm7 ) Tu khayalon mein to rehtaa
( D ) Par samajh na tujhko paatii
( E ) Meri jaan jaan jaan
( A ) Mere dil ka ye makaan
( Bm7 ) Toota phoota hi sahi tu
( D ) Ban jaa iski mehmaan
( E ) Meri jaan jaan jaan
( A ) Mera itna kehna maan
( Bm7 ) Do adhuri saanse milkar
( D ) Kar le zindagi aasan
( E ) Ke tere bin jiya nahi jaaye
( A ) Ke chaina na aaye tere bin
( Bm7 ) Ke tere bin jiya nahi jaaye
( D ) Ke chaina na aaye tere bin