Singer - Emmanuel
(C#) Khud ko main deta hoon
(B) Poore dil se arpan karta hoon
(F#) Kumhaar ke haathon mein, bartan samaan
(G#m7) Mujhko bana de Tu, mere Prabhu
(C#) Khud ko main deta hoon
(B) Poore dil se arpan karta hoon
(F#) Kumhaar ke haathon mein, bartan samaan
(G#m7) Mujhko bana de Tu, mere Prabhu
(C#) Main thak na jaoon Prabhu
(B) Is zindagi mein kabhi
(F#) Jab tak ye jaan hai, Prabhu sang tere rehna hai
(G#m7) Sang tere rehna hai, sang tere rehna hai
(C#) Anugrah de, teri aatma se
(B) Taaki bana rahoon main sarvada
(F#) Apni jaan di hai Tune, Yeshu main tera hoon
(G#m7) Yeshu main tera hoon, Yeshu main tera hoon
(C#) Peeche na hatoon main
(B) Aisa de samla Prabhu
(F#) Vachanon par sthir rahoon
(G#m7) Yeshu tere aane tak, Yeshu tere aane tak
(C#) Tujh se lipta rahoon main
(B) Yeshu Tu kaafi mujhe
(F#) Tujhme hi paata hoon main
(G#m7) Yeshu Tu kaafi mujhe, Yeshu Tu kaafi mujhe
(C#) Khud ko main deta hoon
(B) Poore dil se arpan karta hoon
(F#) Kumhaar ke haathon mein, bartan samaan
(G#m7) Mujhko bana de Tu, mere Prabhu