Singer - Bharat Chauhan
Kabhi (Am) mere ghar ki (C) dehleez pe
Jo tum (F) (C) kadam rakhogi
To seelan (Am) (C) lagi kachchi deewaron pe
Khudko dekh (F) (C) ke chaukna nahi
Haan... .. (F) (C) chaukna nahi
Tumhaare (F) (Em) jaane ke baad
Koi inhe (F) (C) rangne aaya nahi
Tumhaare jaane (F) (Em) ke baad
Koi inhe (F) (C) rangne aaya nahi
Kone (Am) (C) mein toota sa fooldan
Bistar pe (F) (C) bikhri kitaabein
Chaadar (Am) (C) ki woh teekhi si silwatein
Yaadoon ki (F) (C) chubhti daraarein
Socha tha koi (Am) (C) sawaar lega
Gham mein (F) (C) mujhe bahaar dega
Tumhaare (F) (Em) jaane ke baad
Koi bhi dastak (F) (C) yahaan hui he nahi
Tumhaare jaane (F) (Em) ke baad
Koi bhi dastak (F) (C) yahaan hui he nahi
Suna (F) (C) hai woh.........
Gaalon pe (F) (C) bhawar liye
Chalti hai (F) (C) nanage paao
Aankhon (F) (C) mein sehar liye
Sooraj bhujhe toh (F) (C) yahan bhi aana
Faasalon mein (F) (C) tum kho na jaana
Kabhi (Am) mere ghar ki (C) dehleez pe
Jo tum (F) (C) kadam rakhogi
To seelan (Am) (C) lagi kachchi deewaron pe
Khudko dekh (F) (C) ke chaukna nahi
Haan... .. (F) (C) chaukna nahi